Thread
:
*~* Pakistan Hamari Jaan! *~*
View Single Post
#
9
08-11-2003, 02:29 AM
*Sawan*
Guest
Posts: n/a
Tutorials:
permalink
QUOTE
(JiNN @ Aug 10 2003, 11:32 PM)
QUOTE
(*Sawan* @ Aug 9 2003, 08:46 PM)
Assalam-U-Alaikum,
Jaisa Kay Aap Sab Ko Pata Hai Kay 14 August Aa Rahi Hai.
Main Nay Socha Kay 14 August Kay Hawalay Say Aisa Topic Shoro Kiya Jaye Jis Per Kuch Shairi Ho Jaye.... Of Course Aap Log Pakistan Kay Liye Bhi To Kuch Na Kuch Likhtay Hon Gay Na.. Nahi Likhtay To Ab Likhain ...
So ..... Let's Start!
[/b][/quote]
Walaikum assalam ji
shukar hai ap ne bata dia.. hamain tu pata hi nahi tha ke 14 aug aa rahi hai
ummm.... aj tuk tu nahi likha .... /head /head
ab main kia karonga ??? ??? /realy /realy /realy
kuch na kuch tu karna hi pare ga...
try karte hain sawan.. agay jaisay ALLAH ki marzi
teek ? /hugs /hugs [/b][/quote]
khair tumhain to waqai hi pata nahi ho ga.. /narayna bata kay bhi tumhain pata nahi chalta /hammer ..... iss liye sahi tarah samjhana bhi parta hai /hah /hah
Tum...../mad aur likho gay... please mujhay bayshosh karnay ki koshish na karo.... ;D
waisay khair.... agar tum nay irada kar hi liya hai... to.....
s
likho na /hug main bhi daikho zara kay kaisa likhtay ho /flowers
*Sawan*