
08-10-2003, 07:49 AM
|
 | Guest | | | | |
| QUOTE (sLeEpLeSs @ Aug 10 2003, 09:26 AM) | Aray Aray ... afsos karnay ki kon see baat hay ... wo actually sab shair hazraat aur khawateen aap ki post parh kay , kaaghaz qalam lay kay kisi konay main baithay kuch likh rahay hon gay ....
Bohat achaa idea hay aap kaa Sawan ....
lekin jiss tarhaa SOS main aap nay post kartay howay sab say pehlay khud share kiyaa thaa ... iss tarhaa yahaan bhi pehlaa contribution aap kaa hee honaa chaahiye thaa ...
Anyway .. hope you will come up with something great ..
Chalain main bhi jaaoun waapis apnaa kaaghaz qalam lay kay konay main ... /jin
Thanx for reminding us that our country also deserve our attention ....
Wassalaam ............. @};- [/b][/quote]
:blush yeh to main nay socha hi nahi tha.... kay sab log to likhnay baith gaye hon gay.. ;;)
aur jis tarah SOS main main nay post ki to nazam likhi thi...... laikin woh mairi apni thora hi thi...... /jin woh to Choori ki thi.... ;D
abhi main apni likh lon gi na /head /head s to share karon gi...... Aho |
|