Re: ~*Mout*~ | | bhoot acha lika hain aapni dear bhoot khoob Allah aapko kush rakiye
aur mout humari kabhi nah kahtam honi wali zindagi hain ...kabhi kisko ajanak mar teh dheka hain kih labho meh osi yeh bhi na malom hoon ki woh os kah akri lambha hain ki os ka jana kah waqt ay gya hain ..pata hain isi loogo kih ankho meh kay hota hain onki dhoobti hoyi ankho meh hayrat hoti hain aur bhoot be yanqeeni likun woh shyad yeh nahi janti ki aik din onon neh bhi mar jana hain aur phir hum sab is dounia meh mehman hain aj hain kal nahi hoon gay hum sab neh chali jana hain zindagi humari asmash hain aur mout toon ani hota hain kuch loogo kih liya jaldi aur kuch logo koh Allah bhoot asmatah aut is dounia meh hi rakta hain jald marna acha hota hain marna hi hain Allah ki pas wapiss toon hum sab neh hi jana hain ...Allah zindagi ayse hi banay hain khatam hoon jana wali aur mout hamesha rahena wali zindagi aik bar ati hain aur hum isi zaya kar deh teh hain ...humi yaad rakhna chahiye kih aik din hum ne mar jana hain toon phir kyun nahi hum jab thak yah hain hum Allah koh yaad kari humri asal zindagi mout hain...
aap sab kush rahiye
aur Allah aap sab koh janat naseeb farmaye
AMEEN |