Thread: ~*Mout*~
View Single Post
  #1  
Old 10-18-2004, 09:54 PM
~*Amna*~'s Avatar
~*Amna*~ ~*Amna*~ is offline
Khawab Azaab
 
Join Date: Jul 2003
Location: Pakistan ,RawalPindi
Age: 26
Posts: 5,212

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 4
Thanked 0 Times in 0 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 1982
~*Amna*~ has a reputation beyond repute~*Amna*~ has a reputation beyond repute~*Amna*~ has a reputation beyond repute~*Amna*~ has a reputation beyond repute~*Amna*~ has a reputation beyond repute~*Amna*~ has a reputation beyond repute~*Amna*~ has a reputation beyond repute~*Amna*~ has a reputation beyond repute~*Amna*~ has a reputation beyond repute~*Amna*~ has a reputation beyond repute~*Amna*~ has a reputation beyond repute
Default ~*Mout*~

Mout

Mout kya hai ? khabi dekhi hai ? khabi kissi martay howay insaan ko dekha hai ? Us kay chehray par jo beybassi hai khabi dekha us kay Ankho'n main Zindagi ki khawaish Us ka har uzv pukar raha hai mujhay Marna nahin hai main abhi jeena chahta hoon thori or Molahat do mujhay Chund din or do maghar nahin pass kara Mout ka Farishta hasta hai girgira or Girgira aaj khuch bhi kar lay maghar tere aik bhi nahin suni aaj teray say tera fakar cheen lena hai jis par us akarta hai aaj jee barh kar ro lay tu kyon kay tumhain aaj chalna hi ho ga meray sath

insaan beybassi ki tasveer bana betha hai kar nahin sakhta khuch aik aik kar kay us ko apney wo tamam Ghunah yaad aa rahay hain wo tamam nainsafiyan yaad aa rahi hian jo us nay ki wo Zulm jo us nay kisi majboor par kiye aaj bolney ki sakat nahin ankh say ansoon rawan hain Toba kar na chah raha hai maghar Dar raha hai kay jitnay meray Gunah hain meri Toba bhi Qabool ho gi kay nahin bus Sajdey main Gira Ansoo baha raha hai aur Mout ka Fristha ketha hai kis kis baat par baho gay Ansoo ... kon kon say azab say bacho gay jab waqat tha tab to kissi or hi Nashey main thay tab Zulm ki intha par thay us waqat kyon nahin socha kay aik Zaat hai jo Oper hai aghar Rasi daraz ki hooi the to Rasi khanch bhi leni the US say .... Ab kon say khoaf say dar rahay ho tum kis kis baat ki maafe talab karo gay yeh sab to hona hi tha or akhir Malak-ul-Mout nay wo saans bhi cheen li


__________________
Khawab Howay Azaab !!
Reply With Quote