Quote:
|
Originally Posted by Diya salman /rose
zara batain gai ye aap ko ho kya gaya hai aik dam  |
Zanda rehney ki kuch tu saza do mujhey
Saan na loon kuch ayesi ab dua do mujhey
Raat na Beethey, Ghoop andheera, deep samajh kar
Sulga do mujhey, Karo reham jala do mujhey.............
__________________
Ager Muhabbat Pe Bharosa Rahe Na Dunya Main
To Koi Shakhs Muhabbat Ka Hosla Na Karay
Suna Hay Us Ko Muhabbat Dua'in Daiti Hai
Jo Dil Pe Chot To Khaye Magar Gila Na Kare