Quote:
|
Originally Posted by WorThless. Khawahish ..! dil ki dil main hee rah gaii 1.gif) ab koi khawahish nahi @};-
Bohat Bohat Shukriya @};-
Jeeti raho khush raho sada abad raho 1.gif) @};- |
khawaishain kabhi khatam nahi hoti hain awais bhai /yhug sirf aur sirf hum hain jo shayad aik baar gir kar ...aik baar unhain kho kar dubara unhain dil mein jaga nahi daitai lekin khaiwaishain to hoti hain...kahin aas paas hi /rose
khush rahiyai na warna kasmai mein soch rahi hoon aik hammer khas kar aap kai liyai dhoond loon ;;)
kut daina hai mein nai
