Re: dosti | | dosti bahut hi khoobsurat rishta hai.....aur ek baat yaad rakhain hamaray sab say kareebi dost hoon yaan woh dost hamara sirf do min pehle kyun na bana ho....dost dost hota hai...aur haan jo sab say achay dost hotay hain woh naraaz ho kar hamari zindigi say nahi jatay...bass thori dair kay liyay khafa ho jatay hain...main manti hoon...achay dost kabhi ek dosray say naraaz nahi hotay..@};- dil main ek dosray ko zaroor yaad rakhtay hain. |