Quote:
|
Originally Posted by Diya /toomuch
lo mein samjhi kai aap shayad bolna bhool gai hain tabhi aisi shaklain bana rahai hain ab mujhe kya pata tha aap sochnai ka kaam kar rahai hain /khikhi /khikhi
waisai ye kaam na kiya karain aap aiwain kahin beemaar par gai to lainai kai dainai par jain gai /jin3
tareef ka bauhat shukriya janab @};-
khush rahiyai 1.gif) |

> Kiya Samjhe....Kabhi kabhi CHOTE MOOTE kaam kar leene chahiye na

sehaat k liye ache hote hain

Kon Se Kaam :-s main ne aaise kon sa kaam kar diya /khabardar Aji...
Bimaar Na hoon ge tu kiya naam na ho ga

/toomuch
Waise ALLAH ne hamain bari hi DHEETH Hadi di hai :-p befikar raheen....kahin DOSROON KO NASIHAT karte karte..............

Khuch Khayal kiya kareen Aunty
Chaal Rheen dee feer /wink4
1.gif)
Sada Khush Rahoo
Fahad Shabbir