Quote:
|
Originally Posted by Sidharth jagtii aankhoN se bhii dekho duniya ko...
khuwabon ka kya hay..her shab aaty hain... |
Jee sahib sahi kaha aap nay.. khawboon kaaya hai.. magar sochiyeah tu sahi.. kaaya khawb nahi hai.. ? sab khawb sa hee tu hai.. humain tu kabhi kabhi sab ik khawb sa lagta hai.. jo guzar gaya woh bhi aur jo anay walla hai woh bhi.. haan bus aaj khawb nai hai.. baki tu sab khawb hai.. hai kay nahi.. ?