hmmm.....waqai hashim yea tou mashoor o maqbol honay kay symptoms hain
bouhat khatarnak baat hai bai ....mashoor ho jay na bara masla hota hai hashim......soch samhj lo abi.. /khikhi /khikhi
janab kisi nay aap kay liyay khoobsorat lafzon main aqeedat aur mouhabat ka izhar kiya .....bouhat acha laga
1.gif)
aur jessa diya nay kaha ....mouhabatain sambhal kar rakhiyay ga
hamesha khush rahiyay ga ....dhair si mouhabatain kay darmian @};-