AOA... kyu k upper mota mota jali huroof main likha tha
Senior members tu main nay kutch kahna munasib na samjha .shokhi
khair .... baat tu sahi kahi hay aap nay.... magar masla hay waqt ka na.... warna bilashuba insaan ko agar Khuda nay aik zababn bolne ko di hay tu do kaan sunne k leye bhi
1.gif)
tu mera khayyal main dosroon ki bhi sun leni chaheye ... magar masla hay waqt ka na..... koshish tu hoti hay k sab hi ki posts ko parha jaay aur saraha bhi jay....