It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Yaad e Madina within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Dil mein hay har waqt yaad e Madina Meri Aankhon ko mil jay khak e Madina Farishtay bhi krtay hein ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Dil mein hay har waqt yaad e Madina Meri Aankhon ko mil jay khak e Madina Farishtay bhi krtay hein taazeem yanha ki Hay iss qadar jahan mein Pak Madina Tasawur kia to khud ko jaliyon k agay paya Aab to ankhon mein har waqt khawab e Madina Aik duniya yanhaa say faiz leti arhi hay Tha kise zamanay mein yahee sarab Madina Humaray bhi dil mein aas hogai janay ki "Humair" Jab say hokay aay hein mere kuch ahbab Madina
__________________ Aik Mujay Bas Woh Nahi Milta Wasay Log Hazar |
|
#3
| |||||
| |||||
| Ary Humair Bhai bohat khoob Naat kahi hy ap ne... maiN bohat sharminda huN k bar'ha yahaN aany k bawajud ap k thread ko ghor se na parh saka... bai aap to bohat khushnaseeb insaan haiN k aap ne ba-huzur Sarkaar-e-kul-jahaN (S.A.W.) nazrana-e-aqeedat pesh kiya..... baqaul Abbas Tabish: wo na chaheN to kahaN naat kahi jati hy, midh-e-serkaar ki manzil hy, huner se aagy.... so meri janib se bohat mubarik-baad aur bohat si naik tamannaa'aiN hazir-e-khidmat haiN... Allah Mola aap k in aqeedat bhary kalmat ko sharaf-e-qubooliat bakhshy... aur aap ko bohat ziada ata kary... lekin aik bat sher ki technicality k hawaly se zurur krna chahuN ga: aap ne ye shaar likhty waqt qafia aur radeef ka khyal nahi rakha, jis se ye kawish technically weak ho gai hy... mujhy umeed hy k aap ko qafia aur radeef k bary maiN aaga'hi zurur ho gi... plz is kawishpr qafia aur radeef k hawaly se nazr-e-sani kreN... wish u all the best.
__________________ tu na jadoN paas channaN! key ay saady paas way, din vi udaas saady, rataaN vi udaas way, luT gya chain sadaa, rus gye hassay way, khushiaN ny dur nssiaN... akhaN cham cham wssiaN!!! Last edited by WanderingThoughts; 01-06-2007 at 08:03 AM. |
|
#4
| |||||
| |||||
| bohat bohatr shukriya frndss...... i know muj mein abhi bohat sari khamiyaan hein mein shairi k sar pair ka khiyaal zara mushkil say he rakh pata hon....inshaAllah next time try karon gaa apni ghaltiyon ko duur krnay ki aik dafa phir aap dosto ka shukriaa
__________________ Aik Mujay Bas Woh Nahi Milta Wasay Log Hazar |
|
#5
| |||||
| |||||
| JazakAllah......
__________________ jo rukay to koh-e-giraan thay hum, jo chalay to jaan se guzer gaye rah-e-yaar hum nay qadam qadam tujhay yaadgaar bana diya |
|
#6
| |||||
| |||||
| jazak Allah...... ab hum kia kahaiN....subhan Allah... @};- khush rahiye
__________________ ![]() . . . Mere dil.. Mere musaafir..! |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| yaad, madina |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| ~!~ Yaad Tumhari Aati Hai ~!~ | baboo_jee | Nazam | 9 | 10-17-2007 02:27 PM |
| wo mujh ko yaad karta hai main us ko yaad kartee hoon | Kartos | Ashaar - Misc | 4 | 10-16-2007 03:06 PM |
| chupake chupake raat din aa.Nsuu bahanaa yaad hai | *AA* | Ghazal | 14 | 10-10-2007 07:25 AM |
| kabhi hansna kabhi ansoo bahana yaad aaye ga | Barbie | Ghazal | 12 | 10-10-2007 07:24 AM |
| MuJaY TuM YaAd AtAy Ho | PrInCe_LoOkInG_PrInCeSs | Ghazal | 1 | 03-05-2007 12:10 PM |