It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~*~ woh dekhai jo mujhe yun ~*~ within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; salaam dostoo... kaisai hain sab /rose bauhat arsai sai yahan kuch likha nahi hai aaj socha kuch share karoon ~*~ ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| salaam dostoo... ![]() kaisai hain sab /rose bauhat arsai sai yahan kuch likha nahi hai aaj socha kuch share karoon ![]() ~*~ woh dekhai jo mujhe yun ~*~ woh dekhai jo kabhi mujhe yun nazar bhar kar pighalti hoon mein lamha lamha shama ban kar us ki nigahain karti hain batain aisi simatti hoon mein khud mein haya ban kar us ki ankhoon mein hain rang wafa kai hazaar us ki rang mein rangi hoon mein bahar ban kar woh nazrain kehti hain mujhse ao khud mein samait loon tumhein us ki panahoon mein rehna hai ab zindagi ban kar un ankhoon mein deep hain sirf meri chahat kai us ki chahat mein doobi hoon mein bhi khushi ban kar us ki nigahoon kai agai apna aap haar jati hoon mein jo dekhai mujhe yun mohabbat sai to bikhar jaati hoon mein kehkashaan ban kar woh dekhai jo kabhi mujhe yun nazar bhar kar pighalti hoon mein lamha lamha shama ban kar khush rahiya sab /rose
__________________ |
|
#2
| |||||
| |||||
| Us ki panahon main rehna hey ab Zindage ban ker @};- Wah bohat khoob Diya very nice @};- likhti raho khush raho sada abad raho @};-
__________________ ![]() H'am Woh Saya'h Bakht Hain Tariq! K Shehar Main Jo Kholein Dukan Qaf'an Ki Toh Loag Marna He Chor Dain |
|
#3
| |||||
| |||||
| diyaaaaaaaaaaaaaaaaa a ![]() hmmmm piyari likhi hai.... dil se jo bhi llikha jaye hameesha asar rakhta hai.... spontaneous...... /hug1 khush rahoo chandaa @};-
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| Behna G! Bohat khobsoorat, muhabbt kay lehjjay main gundha kalam hai. Aik aik lafz main jazbay bol rahay hain, Thanx for sharing, Tumhara Bhaiya
__________________ ![]() ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| us ki nigahain karti hain batain aisi simatti hoon mein khud mein haya ban kar zabardast DIYA hmmmmm har lafaz yun lagta hai jesay dil ki awaz ho bohat khub
__________________ i love my KHUSHEE |
|
#6
| |||||
| |||||
| /aoa diya, umied hai app achi hoongi...buhat hi acha likha hai...pyar ka jazba,baykhudi,apnaa iit k saray rang hain....aik larki ki soch ko is say achi shakal dayna mushkil hi hoga...buhat hi umdah tahrier hai....buhat acha laga parh kar....yonhi likhti rahiye aur share karti rahiye../flowers
__________________ !!!!Woh Tere Naseeb Ki Baarishein Kisi Aur Chhat Pe Pe Baras Gayien Dil-e-Bekhabbar Meri Baat Sun, Ussay Bhool Jaa, Ussay Bhool Jaa !!!!! Last edited by kasak1; 06-26-2004 at 09:46 AM. |
|
#7
| |||||
| |||||
| us ki nigahoon kai agai apna aap haar jati hoon mein jo dekhai mujhe yun mohabbat sai to bikhar jaati hoon mein kehkashaan ban kar shooooo shweeeeeeeeeeeeeeet. ........... /hug2 !
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#8
| |||||
| |||||
| pighalti hoon mein lamha lamha shama ban kar bohat khoob :flower
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#9
| |||||
| |||||
| woh dekhai jo kabhi mujhe yun nazar bhar kar pighalti hoon mein lamha lamha shama ban kar wah wah kia baat hai janab........bhohat khoob...keep sharing
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |