It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on woh baywafa nahi too... within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; apni 2nd ghazal k sath hazir hon, woh bay wafa nahi to ba wafa b nahi hay main koi alzam ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| apni 2nd ghazal k sath hazir hon, woh bay wafa nahi to ba wafa b nahi hay main koi alzam don usay yah mayre mohubbat ko kisi tor gawara nahi hay ajab hay yah fitraty mohubbat,k sab gilay b usi say hain jis ki aankhayon main aik b aanso hamyin gawara nahi hay zabt apni gaga magr kesay sahyon yah azeeat k jo tha kabhi apna hamra ,ab wahi shaks hamara nahi hay dard kay gardab nay gahra hay mughay or dor tak koi kinara nahi hay jis say mansob ho chuki zindgi apni ab woh faqt hamri aankh ka tara nahi hay na chahtay howay b usay sonp dayin gay kisi or ko k dil tor dayin kisi ka yah asol hamra nahi hay ya RAB bahram rakhna mayre wafa ka kay teray bagear mayra koi sahara nahi hay too waqif hay dilayon ki neyaton say k main nay teray sawa kabhi kisi ko pukara nahi hay kasak si hay jo ashk ban kar aankhayon main terti hay woh to mila nahi or "yah zindgi dobara nahi hay"
__________________ Tot gatay hain bikhar gaty hain kanch k ghar hain mukdar apnay "kanch" |
|
#2
| |||||
| |||||
| HEY ANGEL!!!!!! Gorgeous Work Dear!!! Awsome!!!! Kuch lines ne direct mere dil ka darwaza knock kiaa hai ,,,aur yehi shairee ka maqsad aur kamiyaabi hoti hai,,, Hop U will continue sharing ur posts!!! Takcare |
|
#3
| |||||
| |||||
| very nice sharing
__________________ |
|
#4
| |||||
| |||||
| bahot khoob Mohtarma,bahot achhi koshish ki aap ne,alfaaz aor khayalaat donon hi bahot khoobsurat hain,likhti rahiye INSHA ALLAH mazeed nikhaar aata jaaye ga, ![]() bahot khush rahiye.
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| thanks uncommon, asif,zain,mughy bohut khushi howi k ap logayon nay isay pasand keya ,is bat ki haqeqat say to kisi ko inkar nahi k achi poetry woh hay jisay parhnay waly ko lagay k woh kahyin na kan=hyin us k jazbat ki tarjumani kar rahi hay, aag tak main nay jo b likha woh bas mayre dairy tak mahdod tha,main nay kabhi kisi ko is leay nahi dikhya k woh dad wasoli na ban gay , magar ab is leay aisa keya k itna to mughy malom hay k main kesa likhti hon lakin kayon k abhi tiflay maktab hon so yah kafi nahi ,ap sab ki ray mughy acha likhnay main madad day gi ,main yahn nayi hon is leay sab ko to nahi ganti magr pahir b bohut acha likhtay hain ap sab mughy khushi ho gi agar ap ko kahin mayre kisi poetry main islah ka pahlo nazar aay to mughy zaror batyin neek duwayon k sath kanch |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() Behna yeh ghazal bhii kamaal kii hai ... Her shair aap apni micaal hai ... Wah ... Bohot :clap5 Mashq e suKhan jaarii rakhiay, inSha'Allah aur nikhaar aa'ayga! ![]() Qassim Mirza :Qassim:
__________________ ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| bohat achi ghazal kahi aap nay.......... keep sharing
__________________ jo rukay to koh-e-giraan thay hum, jo chalay to jaan se guzer gaye rah-e-yaar hum nay qadam qadam tujhay yaadgaar bana diya |
|
#10
| ||
| |