It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Use tu yaad yoo.N aye dil na ker dewaanaa waar within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Use tu yaad yoo.N aye dil na ker dewaana waar Ke tujh ko yaad wo aaye na phir dewaana waar ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Use tu yaad yoo.N aye dil na ker dewaana waar Ke tujh ko yaad wo aaye na phir dewaana waar Tere talaash mai.N bhatke nazr dewaanaa waar Tujhe talash kare be khaber dewaana waar Nazar bhi aa ke tere justujoo mai.N phirti he Mere nigah idher se udher dewaana waar Tumhare husn ke sahil pe ishq ki mere Patak rahi he koi mooj sir dewaana waar Makan-e-dil ke bardi dair se aye jane jaha.N baja rahi he tere yaad dar dewaana waar Abhi nahi.N tu kabhi ye bhi ghis he jaye ga Ragard raha hoo.N mai.N pather per sir dewaana waar Buhut hi khushnuma lagte hai.N qadd-o-gaiso tere Ajab nahi.N inhai.N chahoo.N ager dewaana waar Utar ker mai.N tere dilnashin khat gil mai.N Ghuma raha hoo.N kisi chak per dewaana waar Badi ne pehle tu aawaaz ki mere qaboo Ghuma de mehwar-e-asfal pe phir dewaana waar Wo khoof tha meri wehshat bhari nigahoo.N main Ke khalq bhag uthi dhek ker dewaanaa waar Tamam shehr mai.N halchal macha ke jaye ga Jo aa gaya tera wehshi idher diwaanaa waar Abhi tu us ki gali se tujhe bulaya tha Tu kiyoo.N yahaa.N pe chala aaya phir dewaana waar |
|
#2
| |||||
| |||||
| Abhi nahi.N tu kabhi ye bhi ghis he jaye ga Ragard raha hoo.N mai.N pather per sir dewaana waar Wo khoof tha meri wehshat bhari nigahoo.N main Ke khalq bhag uthi dhek ker dewaanaa waar Tamam shehr mai.N halchal macha ke jaye ga Jo aa gaya tera wehshi idher diwaanaa waar Wah...Kia zabardast hai....Khalid Sahab....bohot si daad qubool ho. |
|
#3
| |||||
| |||||
![]() Abhi nahi.N tu kabhi ye bhi ghis he jaye ga Ragard raha hoo.N mai.N pather per sir dewaana waar wah wahhhhh... kia haseen ghazal kahi hai janab...wahhh.. ![]() khush rahiye
__________________ ![]() . . . Mere dil.. Mere musaafir..! |
|
#4
| |||||
| |||||
| aslam-o-alikum wha bhi kia batt hi buhat umdha sharing app ki khush raho
__________________ |
![]() |
| Tags |
| use, yaad, yoon, aye, dil, ker, dewaanaa, waar |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| msg/sms | imaan85 | Gup Shup | 302 | 07-23-2008 07:39 AM |
| kuch log bohat yaad ate hain | \*-*!*-*PaRiArEeBa*-*!*-*/ | Ghazal | 33 | 07-10-2008 12:41 PM |
| Hurf-e-Duaa Yaad Nahi | Mahk | Ghazal | 12 | 07-08-2008 06:08 AM |
| Jab Yaad Ka Album Kholoon Toh Kuch Loug Bhot Yaad Atay Hain | umair_bantva | Nazam | 3 | 10-13-2007 04:57 PM |
| tumhay yaad ho kay na yaad ho | \*-*!*-*PaRiArEeBa*-*!*-*/ | Ghazal | 7 | 06-14-2007 02:49 PM |