It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on *Teri Her Adaa Kay Saqay* within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Salaamz Wa Rehmah! Meray liyey alfaaz say khailna hamesha mushkil hi raha hai q kay meri urdu bus guzarey layik ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | All Albums | Projects | Blogs | Groups | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| ||||
| ||||
| Salaamz Wa Rehmah! Meray liyey alfaaz say khailna hamesha mushkil hi raha hai q kay meri urdu bus guzarey layik hi hai. Lekin mujhaye pata hai meri taba azmaii app sab bardasht ker layen gaye. Akhir ko pehlaye b kertay ayey hain. Here I go: Teri Her Adaa Kay Sadqay Teri jafa kay sadqay Teri bey rukhi kay sadqay Tera ruthnay say pehlaye Khamshi say takna Aur mananay sey pehlaye Halka sa muskurana Main kaisay bhul jaon? Aye meray jaan-e-jana'an Teri her adaa kay sadqay Jisay bhula kay socha Jisay gunvah kay mangaa Bey hisaab chaha Jisay her ghari hi dhunda Woh ik teray ilawa Koi dosra kahan hai? Aye meray jaan-e-jana'an Teri her adaa kay sadqay Teri ankh ka ishara Teray labon ki junbish Tera piyar say yun takna Tera bey wajha woh hunsana Kiya kiya na yaad aye? Aye meray jaan-e-jana'an Teri her adaa kay sadqay Kabhi kehna b jo chaha Qaful per gaye labon per Izhar kaisay kertay, iqraar kaisay kertay Yahan kehna kiya asaan hai ? Aye meray jaan-e-jana'an Teri her adaa kay sadqay Woh phool jaisi subhein Woh khawab jaisi shaamein Woh khamoshi main baatein Woh jeet mein b maatein Mujhaye yaad hain abhi tuk Woh bey panaah chahtein Saval ab yehi hai Saraab kion howin woh? Aye meray jaan-e-jana'an Teri her adaa kay sadqay *~~Farah Munawar Shah~~*
__________________ ![]() |
|
#6
| ||||
| ||||
| Bohut Shukriya serahnay ka udass ji aur »-(¯`v´¯)-» Z »-(¯`v´¯)-» ji /eflower/
__________________ ![]() |
|
#8
| ||||
| ||||
| lolzzz agar app ko is "teri" ki hi samajh nahi ayii to phir samjh kia ayii hai ??? (doh) Agar app yeh poochtey kay "kis ki adaa kay sadqay" to shayad javab b mil jata abhi is ka javab to khud meray pass nahi hai ........ Waisay yeh nazm main nay appnay mangayter ko dedicate ki thi khair say. (blush) U know buttering kerni perti hai khair say (dance1)
__________________ ![]() |
|
#9
| ||||
| ||||
| Quote:
sahi jaa rahee hoo larkee... (headbang) pehlay pehlay youn hee hoota hai aur baad mein... (blame) (boxing) (guns1) (blame) (guns2) (shikari) (blow) (taz) (understan (emergency (angrybat) (guns4) Aur akhir mein... (death) (chair) (hathora) (hammer) (rip) (casuality Aur kabhi kabhi tu (hang) tu zara jaldi say baki stages ka shedule bhi bata do... (read1) (read1) (toomuch) (toomuch) |
|
#10
| ||||
| ||||
| Quote:
kush raho dear (dance)
__________________ Ek Aah Bhari Ho Ghi Hum Ne Na Suni Ho Ghi Jate Jate Tum Ne Awaaz Tu Di Ho Ghi ![]() Sukh Da Koi Saa Na Avey...? |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| teri, her, adaa, saqay |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| kuchh is adaa se milate ho jaanaa.N kabhii kabhii | Aisha Baig | Ejaz Aslam | 4 | 04-19-2008 07:46 AM |
| is adaa se vo vafaa karate hai.n | Aisha Baig | Daagh Dehalwi | 0 | 03-13-2008 06:21 PM |
| dil ko lagatii hai dil_rubaa kii adaa | Aisha Baig | Wali Mohammed Wali | 0 | 03-12-2008 06:37 PM |
| is adaa se vo wafaa karate hai.n | sweet person | Nazam | 6 | 02-04-2008 04:36 PM |
| Adaa | Daanie | Ashaar - Misc | 13 | 11-22-2007 08:13 PM |