It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on tab sey meri aankhoo.n sey aashaaoo.n ka paani behta hay within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; kuch aarhey tirchey khayyal merey ..... aap sab ki bhar pur tanqeed aur islah ki mutazir @};- Jab bhi dekhoo.n ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| ||
| kuch aarhey tirchey khayyal merey ..... aap sab ki bhar pur tanqeed aur islah ki mutazir @};- Jab bhi dekhoo.n Aaina mera aks ye mujh sey kehta hay kaisa pagal shakhs hay tu to kaanch k ghar main rehta hay jaaney kal kiya ajab howa, kuch toot gaya channakey sey tab sey meri aankhoo.n sey aashaaoo.n ka paani behta hay signal pe chup chaap khara hay, akhbaroo.n ka dhahir uthaay wo jo do (2) rotii key badley sab kii jhirkii sehta hay jab bhi sans main leti hon ik siski kaan main parti hay merey seeney k under na-janey koun ye rota hay khush-fehmi ki dhoop dhaley tu a isa bhi kuch hota hay jaise zor ki barish main koi kacha gharonda dhehta hay ---------- Shagufta Saleem Feb, 2005
__________________ merey kum sukhn ka ye hukm tha k kalaam us sey main kam karoo.n merey hont aise seley k phir, meri chup nay us ko rola diya |
|
#2
| |||||
| |||||
| signal pe chup chaap khara hay, akhbaroo.n ka dhahir uthaay wo jo do (2) rotii key badley sab kii jhirkii sehta hay zabardast ![]()
__________________ |
|
#3
| |||||
| |||||
| zabardast ![]() pehli line hi dil main jagah kergaie ![]() waqai aks bhi kita sochta hoga...aks jhalakta hai mager insaan khud apna aks kisi reflecing object main hi dekh sakta hai ![]() Bahotu khoobsoorat jee :flower
__________________ Hmmmmmmmmmmm -:? |
|
#4
| |||||
| |||||
| signal pe chup chaap khara hay, akhbaroo.n ka dhahir uthaay wo jo do (2) rotii key badley sab kii jhirkii sehta hay jab bhi sans main leti hon ik siski kaan main parti hay merey seeney k under na-janey koun ye rota hay khush-fehmi ki dhoop dhaley tu a isa bhi kuch hota hay jaise zor ki barish main koi kacha gharonda dhehta hay WOW Shaguftaa jee .......its just faboulous .... Its awsome ....really woh kehtay hain na k dil main utar giya ..... Allah tala aap ko khush rakhay Likhti rahain ......
__________________ ![]() Kehtay ho kay Bichray koi muddat nahi guzri Lagta hai kabhi tum nay calander nahi dekha |
|
#5
| |||||
| |||||
| wahhhhh/good1, boooohat khooob[b]
__________________ ![]() . . . Mere dil.. Mere musaafir..! |
|
#6
| ||
| Irfan, Mano, Mehroo, aur Ateeb aap tammam ki passandeedgi ka bohat shukriya bohat khush raheye
__________________ merey kum sukhn ka ye hukm tha k kalaam us sey main kam karoo.n merey hont aise seley k phir, meri chup nay us ko rola diya |
|
#7
| |||||
| |||||
| apiyaa barey jazb sey likhttii heyn aap kamal kaa likhttii heyn khush raheyey sadda@};- /clap5 @};- /clap5
__________________ ![]() |
|
#8
| ||
| bohat shukriya Sagar bhai ![]() mili jo khushi kai ghum mujh sey roth gai dua karo k main phir sey udaas ho jaoon ![]() khush raheye aap bhi...
__________________ merey kum sukhn ka ye hukm tha k kalaam us sey main kam karoo.n merey hont aise seley k phir, meri chup nay us ko rola diya |
|
#9
| |||||
| |||||
| bohat khoob hai, aur likhiye.......... |
|
#10
| |||||
| |||||
| Buhat khoob Shagufta g,, khayyal ko joor kar buhat achay andaz say pach kiya hia .. buhat sii daad mayri janab say.../good1
__________________ ![]() Shayad Yai Taqabor Ki Saza Mujh Ko Meli Hai Bari Shaan Sai Ubhra Tha Ab Doob Raha HoN |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| tab, aankhoon, aashaaoon, paani, behta |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| msg/sms | imaan85 | Gup Shup | 302 | 07-23-2008 07:39 AM |
| ~!! Meri Tehreer Kii Zad Mein Abhe To Kuch Nhe Aaya !!~ | ~ HijR ~ | Nazam | ||