It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Poetry of Faisal Shahzad within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; bohat hee khubsurat thread ... mujhe apke poetry + design donon pasand aye. great work...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [10] |
|
#21
| |||||
| |||||
| bohat hee khubsurat thread ... mujhe apke poetry + design donon pasand aye. great work
__________________ Mohabbat Karney Waley Kam Naa Hon Gay |
|
#22
| |||||
| |||||
| Quote:
Take care of your good self.. Allah Hafiz
__________________ |
|
#23
| |||||
| |||||
![]() Hum ko tere dukhon nay dard say choor kia hay Veeraanaa e dil main jazbaat ko maqboor kia hay Kayee baar ruk sakey naa mairee aankh say aansoo Zabt - e - Mohaal ! tu nay bhee sath chor diaa hay ? Hum sazishon kay jungle main gaye raah say bhatak Meer e kaarwaan nay bhee rukh more liaa hay Jeetay gee hum jo bikhrey hain, hairaan tum ho kyun Yeh us hee dil kay tukrey hain jo tore diaa hay Hum ko khayaal main anjuman aaraaiaan thee pasand Tabeer milee to sapney dekhana chore diaa hay Zar o jah main muqay'ed hain, jazbaat main nahee Woh dil jinhain halaat nay majboor kiaa hay FAISAL humarey ishq kee thee intihaa koi? Phir us nay kyun ghairon say naataa jore liaa hay? |
|
#24
| |||||
| |||||
![]() Zindage ko suljhaney main ulajhtee hay zindagee Piyar kay deep jalaney main sulagtee hay zindagee Hum nay kaha yeh kab kay wafaa tum naa karo gay Haan kuch waday nibhaney main lagtee hay zindagee Chahat main, mohabbat main giraftaar howey ho Ab khud hee jaan jao gay, bilaktee hay zindagee Mohabaton kay rahee aa jatey hain nigah main Kay un kee nigahon say chalaktee hay zindagee FAISAL ! diyaar e ghair ho yaa madaree watan Achaa wohee hay dais jahan miltee hay zinagee |
|
#25
| |||||
| |||||
![]() Aaj sarmaa kee pahlee barish hay Har soo andhera chaya hay Mairee amawas zindgee kee tarah Rastey sunsaan aur soonay hain Mairey khalee ghar kee tarah Badil bhee khul kay barsaa hay Mairee bheegee aankhon kee tarah Hawaa kitnee yakh basta hay Honton pay aaney walee Sard aahon kee tarah Dil main rah janey walee Kuch duaaon kee tarah Es ajeeb mosam main Ajab hay dil kaa haal mairey Yaad tumharee aatee hay Jaisey sarmaa kee pahlee barish Saath main sardee laatee hay Kuch waisey hee tere yaad kay juloo main Ek gahraa sanataa aayaa hay Ab dil kay barf zaron main Har aahat, madoom howee hay Har umeed, mohoom howee hay Ab tairee yaad kee shidat main Ab tairey hijar kee hidat main Hum chup chaap phighaltey hain !!! |
|
#26
| |||||
| |||||
![]() Magar Woh Yaad Aataa Hay !! Humain Kitnaa Satataa Hay ! |
|
#27
| |||||
| |||||
![]() Nawazish itnee karnee theee Humain jo chor jaanaa thaa Naa phir apnaa bananaa thaa |
|
#28
| |||||
| |||||
![]() Woh ek aansoo, tere janey pay, jo, palkon pay thehra thaa |
|
#29
| |||||
|