It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on no tobacco please(main ek kash jab laga raha tha) within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; main ek kash jab laga raha tha dhuaan hawaa mein urha raha tha tabhi thi koi chingari bhadhki meri bhi ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| main ek kash jab laga raha tha dhuaan hawaa mein urha raha tha tabhi thi koi chingari bhadhki meri bhi ek dum nigah phadhki woh hawa mein kushbo urha raha tha mein ek kash jab laga raha tha merey dast pey jo uska ek baal aaya ekbargi yeh khayaal aaya key woh pari hai ya hai koi ladhki is baar meri baayin aankh phadhki kya woh sona uga raha tha? main ek kash jab laga raha tha ek pal ko usney jo mujhko yoon dekha haathoon sey mainey woh angaar pheinka DDar tha yeh mujhko key chala jaaye na woh sada ka dukh mujhko de jaayey na woh kis ki mein khatir dil jala raha tha main ek kash jab laga raha tha jo peena tha choorha to paas aayi woh meri sangni ab kehlai phir woh ab na mein udaas hoon na hai koi gham kash le ke yaroon zindigi hoti kam bekaar mein jaa.n ganwaan raha tha main ek kash jab laga raha tha. mudassir(tooba) doston meri aap sub sey iltija hai ki aap kabhi kash na lagaein ,tambaqoo(tobacco)se y parhez karey gutka supari waghaira na khaein na apney dosto aur azeezon ko in cheezon ka istamaal karney dein thanks. Last edited by newpoet; 06-04-2005 at 07:03 AM. Reason: word THA in line two was missed |
|
#2
| |||||
| |||||
| Quote:
/zpghh /zpghh /zpghh Very nice ji /wink3 -shokh |
|
#3
| |||||
| |||||
| /toomuch sahi ja rahay hain aap/hah1 khush rahiye/rose
__________________ ![]() . . . Mere dil.. Mere musaafir..! |
|
#5
| |||||
| |||||
| bohatttttttt khoobsurat ![]() meri bhi sab sey iltaja hai k Khudara yoon na kheleye apni jaan sey nazm behud aachi hai ... khayyal achota hai ... aur islahi pehlu hai ![]() bohat daad qobool kejeye bohat khush raheye hamesha
__________________ guzar hi jay gi terey baghair bhi laikin bohat udaas bohat sogwaar guzre gi |
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
kush raho ji /yhug
__________________ Ek Aah Bhari Ho Ghi Hum Ne Na Suni Ho Ghi Jate Jate Tum Ne Awaaz Tu Di Ho Ghi ![]() Sukh Da Koi Saa Na Avey...? |
|
#7
| |||||
| |||||
| aap sub ka bohot bohot shukriya, par main apni tareef jub samjhoonga jub log in bekaar ki cheezon ka istemaal choorh dengey |
|
#8
| |||||
| |||||
| i ve quit smoking ....lets see how long i live without smoking.....a new way to commit suicide![]() ArSaL |