It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on nataaij baraaye muqaabala -e-nazam goyi,august 2006 within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; ASLAAM O ALEKUM, ji to dosto waqt aa gaya hai ke ham muqaabala-e-nazam goyi August 2006 ke nataaij ka aehlaan ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [6] |
|
#1
| |||||
| |||||
| ASLAAM O ALEKUM, ji to dosto waqt aa gaya hai ke ham muqaabala-e-nazam goyi August 2006 ke nataaij ka aehlaan karain, is maah ke liye diya gaya maozu tha " AAZAADI",jis par hamaare 3 saathiyon ne shirkat ki,aor apne bahot hi khoobsuarat kalaam se nawaaza,jis ke liye ham aap teenon saathiyon ke mamnoon hain, ![]() go ke teenon nazamain bahot khoobsurat thi,lekin kaya kijiye ke jeetana to kissi aek khush naseeb ko hi tha,lekin is ka yeh matlab har giz naheen ke doosare doston ne achha naheen likha,ya yeh ke un ko likhna naheen aata,aor na hi yeh ke jeetane waale khush naseeb ko mazeed mehnat ki zaroorat naheen,......ham umeed rakhte hain ke aap tamaam dost aainda bhi mazeed mehnat karain ge,aor hamain apne khoobsurat tareen kalaam se nawaazain ge, ![]() judges ne teenon nazmon ko jo marks diye wo darj zail hain, ![]() 1) khaiyaal.........37 out of 60, 2) lacky libra......47 out of 60, 3) haya n..........53 out of 60, so in marks ki roshani main ham aehlaan karte hain ke is maah ke is muqaabale ki vinner qaraar paayi hain...............H AYA N,..... bahot bahot mubarak ho Haya, umeed hai ke aainda is se bhi achha kalaam parne ko mile ga aap ki tarf se, ![]() doosare saathiyon ka bhi bahot shukriya jinhon ne muqaabale main shirkat ki,aor hamain apne khoobsurat kalaam se nawaaza,umeed hai ke aap aainda bhi issi josh-o-jazba aor mehnat se likhain ge,aor ham se apna kalaam share karain ge, ![]() is ke saath saath tamaam judges ka bhi be had shukriya ke jinhon ne waqt nikaala aor apni aara ke zariye is muqaabale ko anjaam bil kheir tak pohnchaaya, ![]() bahot khush rahiye, ![]() ALLAH nigehbaan. HALLA GULLA INTAZAAMIYAAN.
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px Last edited by zain; 09-04-2006 at 05:47 AM. |
|
#2
| |||||
| |||||
| bohat bohat ziada mobarak hoo haya sahiba bohat hi ziada mobarak baad wasool kijiye meri terf say or dua hai kay app isi terha hi apni zinddgi main khushian sameti rehian or kamyaab hoti rehin bohat bohat ziada doaan kay sath jahan rahain bohat ziada khush rahian imran
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| Mubrekaaan jee Mubarekaaan
__________________ Signature Removed - Unable to load the image |
|
#4
| |||||
| |||||
| Buhat buhat mubarak ho Haya aap ko... Issi tarhaaN taraqi kerti rahiye.... ![]() Aur Buhat buhat mubarak ho sub saathioN ko k unhouN nay iss muqablay meiN hissa liya aur itni achi kawishaat share keeN... |
|
#5
| |||||
| |||||
| Well haya ki bachi jeet gai ok yar bohat bohat bubarak ho khush raho or likhte raho mujhe pehle hi pata tha haya aap win karo gi cz ur nazm real mai khoobsorat thi meri taraf se bohaaaaaaaaaaaaaaaaa t si dad kabool ho |
|
#6
| |||||
| |||||
| Sorry dual post
__________________ ![]() Last edited by MEHTAB; 09-04-2006 at 11:53 AM. |
|
#7
| |||||
| |||||
| Many Many congratulation Haya Buhat umdah nazam thi app ki app ko buhat mubarak aur daad qabool ho app ki is fateh par ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| meri taraf se bhi bohat bohat mubarik ho ho aap ko... Allah Mola aap ko aur bulandi ata kary....
__________________ ------------------------------------------------- Bedil libaas-e-zeest bohat deeda-zeb tha aur ham ne is libaas ko ulTa pehan liya... (Bedil Haidri) |