It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Na'jany kya se kya hoty ga'ay haiN.... within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Originally Posted by kanch ki mehroo wahhhhhhhhh... kiya bat hai...behtareeeen ghazal...bohat hi khubsoorat...maiN bohat kam koi kalaam bar bar parhti ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#31
| |||||
| |||||
| Quote:
ghazal ko is qadar pasand krny aur duaoN ka bohat bohat shukriya KKM... Allah Mola aap ko bhi hmesha shaad-o-aabad rakhy[-<
__________________ tu na jadoN paas channaN! key ay saady paas way, din vi udaas saady, rataaN vi udaas way, luT gya chain sadaa, rus gye hassay way, khushiaN ny dur nssiaN... akhaN cham cham wssiaN!!! |
|
#32
| |||||
| |||||
| Quote:
ap ko ghazal pasand aai, bohat shukria, aik bat pochna chahuN ga k aap is wazn aur behr k paimany se kyuN mut'tafiq nahi haiN... jahaN tak radeef pr tanqeed ki bat hy to mera khyaal hy k ye radeef (hoty ga'ay haiN) waqt k sath sath tabdeel hony waly jazbaat-o-waqiat ki taraf ishara krti hy... "meri wuqaat hi kiya jab us kay aagay" mera khyaal hy is misry maiN "jab" ki baja'ay "hay" lagany se sher k dono misroN maiN koi taaluq nahi rahy ga... meri wuqaat hi kiya hay us kay aagay samunder bhi hawa hoty ga'ay haiN... wesy aap ka ishara bhi durust hy maiN dobara is sher pr ghor kruN ga..
__________________ tu na jadoN paas channaN! key ay saady paas way, din vi udaas saady, rataaN vi udaas way, luT gya chain sadaa, rus gye hassay way, khushiaN ny dur nssiaN... akhaN cham cham wssiaN!!! |
|
#33
| |||||
| |||||
| Gooooood thought .. |
|
#34
| |||||
| |||||
| Jab aur faqat, Kisii aik shaks Kii Badulat, Tumhare ander ka mousam badalnain lagey, chilchilatee dhup thandak ka ahsas de, hawa main us kii kamii mehsoos karo, har chehre main us ka chehra nazar aae tu......... SAMAJH LENE K MUHABAT KII IBTIDA HAI. Jab ankhoon main us ka aks dikhae de, har pal us ko apney qareeb mehsoos karo, beqarar dil ko qarar, aur laboon per muskaan, faqat us k khayall sey hee reng jae tu........... JAN LENA K YE MUHABAT HAI. Jab raat nend churaney lagey aur, akhiyan bekhuwabe kii aade ho jain, tanhae tumharee sahalii sathii, khamoshii bateen karne lage. nenna sawan bhadu, aur dil sehra ho gae. aur barish ka garam pani qatra qatra tumhara dil pighlaney lagey, aur tum besabab roney lago tu.............. YAQEEN KAR LENA K YE HII MUHABAT HAI.
__________________ Early to bed and Early to rise Makes s man healthy wealthy and Wise![]() ............. and i know you dont want to be so...... |
|
#35
| |||||
| |||||
| tumhari khamushi bhi moajza hai kai uqday kusha hotay gaey hein waah bohat khoob Faizan bhai.
__________________ Sehra mein ... Justujoo teree lay aai @};- |
|
#36
| |||||
| |||||
| faizan bhai bohut khoob is shandar ghazal keliye meri taraf sey dad qabool kejiye, humaishah khush rahoo
__________________ kaash aisa kamal hojayewo mera hum khayal hojaye ![]() |
|
#37
| |||||
| |||||
| ghubar-e- reh bani hain kehkashain sitaray naqsh e paa hotay gay hain wahh wahhh wahhhhh......... kyaa khobsurat ghazal kehi faizan bhai............... bohat achi lagi mughay.......... keep sharing take care
__________________ jo rukay to koh-e-giraan thay hum, jo chalay to jaan se guzer gaye rah-e-yaar hum nay qadam qadam tujhay yaadgaar bana diya |
|
#38
| |||||
| |||||
|
__________________ tu na jadoN paas channaN! key ay saady paas way, din vi udaas saady, rataaN vi udaas way, luT gya chain sadaa, rus gye hassay way, khushiaN ny dur nssiaN... akhaN cham cham wssiaN!!! |
|
#39
| |||||
| |||||
| Quote:
jnaab kya ye aap ki apni takhleeq hy??? ![]()
__________________ tu na jadoN paas channaN! key ay saady paas way, din vi udaas saady, rataaN vi udaas way, luT gya chain sadaa, rus gye hassay way, khushiaN ny dur nssiaN... akhaN cham cham wssiaN!!! |
|
#40
| |||||
| |||||
| bohat bohat shukriya Ahsan bhai k aap ko ghazal pasand aai....