It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Naatiya Shair within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Dosto kaafii arse k baad iss bazm meN aana huva hai ... Apni zaatii masroofiyaat kii wajah se haaZrii lagaa ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [9] |
|
#1
| |||||
| |||||
![]() Dosto kaafii arse k baad iss bazm meN aana huva hai ... Apni zaatii masroofiyaat kii wajah se haaZrii lagaa naheiN paayaa ... 22 April ko yahaaN Toronto meN aik naatiya muSha'iraa huvaa tha, iss naacheez ko bhii paRhne kii daawat dee ga'ee ... Rasool e Akram, Sarwar e Kaainaat, Sarkar e Do Aaalam Hazrat Muhammed Mustafa Sallallahu Wa Aalihii Wasallam kii shaan meN yeh 4 misre kahe haiN, shaayad kisii qaabil hoN ![]() ![]() Khwaab meN gumdad-e.Khizraa ka nazaaraa paayaa YouN lagaa jaise k ho dhoop meN saayaa paayaa Merii kaShtii ne bhi aaKhir hai kinaaraa paayaa AafreeN! MaiN ne Muhammed sa hai Aaqaa paayaa
__________________ ![]() Last edited by :Qassim:; 04-27-2006 at 08:02 PM. |
|
#3
| |||||
| |||||
| MashaAllah very nice thanx for sharing @};-
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| bauhat hee khoobsurat sharing hai janab.......
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| wahhhhhhh.. Qassim sahib.. JazakAllah,, MashaAllah.. @};-
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() Aadaab arZ hai baraaderam ![]() Qassim Mirza :Qassim: |
|
#8
| |||||
| |||||
| MashAllah........boh ut acha likha hai Qassim bhai ![]()
__________________ ![]() |
|
#9
| |||||
| |||||
| mashah ALLAH Jazak ALLAH,,,,,,,,,,,,,,, ,,,, buhat khub likha qibla............... . yaqeen maniye dil ko buhat sakoon mila parh kar............... khsuh rahiye......hastay muskuraty rahiye............. ap ki duaaon ka talib............
__________________ Signature Removed - Unable to load the image |