It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ...Mushtarika Ghazal... within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Asalaam Alaikum, Is se pehlay k main apni ghazal paish keroon main yeh zaroori samajhta hoon k aap sab ko ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [9] |
|
#51
| |||||
| |||||
| Asalaam Alaikum, Is se pehlay k main apni ghazal paish keroon main yeh zaroori samajhta hoon k aap sab ko is baat se aagaah kerdoon k main koee sha'ir nahein ... Bas kuch tootay phootay alfaaz hain to ashaar ki surat main piroker paish kerdayta hoon ... Abhi to bohot kuch seekhna hai mujhay sha'iri k baray main ... Umeed kerta hoon aap log meri ghalati'on ko dar guzar ferma'aingay /happy Dia ga'ay tarhi misray per kuch ashaar likhnay ki koshish kee hai main ne ... pasih e khidmat hai ... Ghazal: Kab us ne sayabaar sar pe asmaan rehnay dia Na aabaad kia hamko na veeraan rehnday dia Kuch pal kee khushi hee mayyassir hai zindagee Werna to muhabbat ne masruf e fughaan rehnay dia Maizbaani kaa hai taqaazaa yeh soch ker ham nay Guzarte huway mehmaan ko mehmaan rehnay dia Yeh toota huwa dil bhee unki hee inaayat hai "Jan ker ham ne unhain nameherbaan rehnay dia" Is nusqay se khalish dil kee mit ja’ay meri shaayad Aansuon ko umeed main ham ne rawaan rehnay dia Qassim ki kahaani youn milja’aygi badalon se Iss tahreer ko us nay misl e dhu’aan rehnay dia |
|
#52
| |||||
| |||||
| >>>>>>>>>>>REVISED VERSION<<<<<<<<<<<< Asalaam Alaikum, Is se pehlay k main apni ghazal paish keroon main yeh zaroori samajhta hoon k aap sab ko is baat se aagaah kerdoon k main koee sha'ir nahein ... Bas kuch tootay phootay alfaaz hain to ashaar ki surat main piroker paish kerdayta hoon ... Abhi to bohot kuch seekhna hai mujhay sha'iri k baray main ... Umeed kerta hoon aap log meri ghalati'on ko dar guzar ferma'aingay /happy Di'ay ga'ay tarhi misray per kuch ashaar likhnay ki koshish kee hai main ne ... pasih e khidmat hai ... Ghazal: Kab us ne sayabaar sar pe asmaan rehnay dia Na aabaad kia hamko na veeraan rehnday dia Kuch pal kee khushi hee mayyassir hai zindagee ko Werna to muhabbat ne masruf e fughaan rehnay dia Maizbaani kaa hai taqaazaa yeh soch ker ham nay Guzarte huway mehmaan ko mehmaan rehnay dia Yeh toota huwa dil bhee unki hee inaayat hai "Jan ker ham ne unhain nameherbaan rehnay dia" Is nusqay se khalish dil kee mit ja’ay meri shaayad Aansuon ko umeed main ham ne rawaan rehnay dia Qassim ki kahaani youn milja’aygi badalon se Iss tahreer ko us nay misl e dhu’aan rehnay dia |
|
#54
| |||||
| |||||
| salamz Muskurahat kar li zakhmi ,ashk na bahnay dya "jaan kar hum nay unhain na mahrbaan rahnay dya" toot jaay gham ka bhi na raabta bas is liyay dil ko gahray dard ka aadi kya, sahnay dya aandhyaan jo chal pareen to lay gain poora shajar jaanay phir kya sooch kar ik ghoonsla rahnay dya taanay maarain log to ahsaas ho zinda hoon main !s liyay logon ko apnay baaray main kahnay dya... by :UnO$h@ NAved... /theek |
|
#55
| |||||
| |||||
| <!--QuoteBegin-AjN@B! NoOr+Jan 13 2004, 01:38 PM--></div><table border='0' align='center' width='95%' cellpadding='3' cellspacing='1'><tr> <td>QUOTE (AjN@B! NoOr @ Jan 13 2004, 01:38 PM)</td></tr><tr><td id='QUOTE'><!--QuoteEBegin--> toot jaay gham ka bhi na raabta bas is liyay dil ko gahray dard ka aadi kya, sahnay dya [/b][/quote] mashaallah bohat khoobsoorat khayaal hai . |
|
#57
| |||||
| |||||
| <!--QuoteBegin-ahsan225+Jan 13 2004, 05:12 PM--></div><table border='0' align='center' width='95%' cellpadding='3' cellspacing='1'><tr> <td>QUOTE (ahsan225 @ Jan 13 2004, 05:12 PM)</td></tr><tr><td id='QUOTE'><!--QuoteEBegin--> <!--QuoteBegin-AjN@B! NoOr+Jan 13 2004, 01:38 PM--></div><table border='0' align='center' width='95%' cellpadding='3' cellspacing='1'><tr> <td>QUOTE (AjN@B! NoOr @ Jan 13 2004, 01:38 PM)</td></tr><tr><td id='QUOTE'><!--QuoteEBegin--> toot jaay gham ka bhi na raabta bas is liyay dil ko gahray dard ka aadi kya, sahnay dya [/b][/quote] mashaallah bohat khoobsoorat khayaal hai . [/b][/quote] :yessir thx 4 appritiating my khayal ............ aur aap ka sheer bhi gud hay ji :clapping |
![]() |
| Tags |
| mushtarika, ghazal |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Raye shumari baraye muqabla-e-ghazal goi... Jan-08 | kanch ki mehroo | Urdu Poet Club | 4 | 02-01-2008 11:11 PM |
| Polling Ghazal Contest Jan 2008 | ~ HijR ~ | Ghazal | 14 | 01-29-2008 03:40 PM |
| History Of Ghazal Singing. | feeladeel | English Writers | 1 | 11-12-2007 06:06 PM |
| Jigar Muraad Aabadi aor Urdu Ghazal! | TariqRaheel | Jigar Muradabadi | 1 | 07-02-2007 11:24 AM |