It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on mizaaj-e-dost samjha ja chuka hy within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; B uhat he khoobsurat...very touchy!!!...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [9] |
|
#22
| |||||
| |||||
| ada hony ko hy ik lafz faizan, kamaaN pr teer khaincha ja chuka hy aay hay fazian bhai yeh teer goya parhnay wala kay dill per khencha gia kia hi kiehnay is shair kay wah wah lutf aa gia yeh shair parh kar ![]() aab zara pori ghazal ka postmartum ho jay ![]() mizaaj-e-dost samjha ja chuka hy so ab khud ko sambhala ja chuka hy wah janab boht hi khoob goya ishq majazi nay ik hi jast main ishq e haqiqi ki taraf miraajat kar li ![]() mery sab raasty az-ber haiN us ko, wo mujh meiN itni baar aa jaa chuka hy khud fareebi ka naqsha khenchna koi aap say seekhay goyateray aanay ka dhoka saa raha dia sa sari raart jalta raha misaal-e-oos thy neindoN pe kuch khawb, ab un khawboN ko masla ja chuka hy wah jaan sooz mehromi ki kia sorat gari ki aap nay ![]() palatny k li'ye umriaN haiN der-kaar wo mujh se dur itna ja chuka hy khoob kahi yaqqen or bey yaqeeni kay darmian kitni haad e fazil hay sab waazah ho gia. bas ab us ko ye batlana hy baqi, usy dil se nikala ja chuka hy goya yeh matlab hoa baqool e ghalib goyam mushkil o na goyam mushkil yahaN se ab nahiN uThny k ye log, yahaN ser ko jhukaya ja chuka hy khoob kahi koi surat nahiN inkaar ki ab, keh khul kr muskaraya ja chuka hy goya raaz e tabasum ham paa bhi gay ![]() boht hi zabardast boht khobsorat dher sari daad aap ki kawash ki nazar kush rahain likhtay rahain ![]()
__________________ KION HAY ANDHERI SHAB E GHAM HAY BALAOUN KA NAZWAL AAJ IDHAR HI KO RAHAY GA DEEDA E AKHTAR KHULA Last edited by primitive; 02-23-2008 at 05:10 PM. |
|
#23
| |||||
| |||||
| palatny k li'ye umriaN haiN der-kaar wo mujh se dur itna ja chuka hy bas ab us ko ye batlana hy baqi, usy dil se nikala ja chuka hy mujhay ye ashaar bohat he zayada achay lagay..............w aisay tou saree ghazal he awesome hai........ ![]() |
|
#24
| |||||
| |||||
| Quote:
ji shukriya... ager kabhi shairi kr paya to wo bhi aap sab se share kruN ga, abhi to bas ye bateN hi berdasht kreN.... itni hosla-afzaei ka bohat bohat shukriya... Allah Talaa aap ko shaad-o-aabad rakhy..
__________________ ------------------------------------------------- Bedil libaas-e-zeest bohat deeda-zeb tha aur ham ne is libaas ko ulTa pehan liya... (Bedil Haidri) |
|
#25
| |||||
| |||||
| Quote:
Haya Sahiba aap ka bohat shukriya k aap ne meri ghazal ko paRha aur apni ra'ye di... hosla afzaei k li'ye khas kr bohat nawazish... Allah Taala ap ko shaad-o-aabad rakhy... |
|
#26
| |||||
| |||||
| Quote:
Maria sahiba ap ne ghazal paRhi aur isy pasand kiya is k liye bohat bohat shukryia... ji maiN aisi hi bateN krta rahuN ga... Allah Taala aap ko shaad-o-aabad rakhy... |
|
#27
| |||||
| |||||
| thanks alot jnab, k ap ne meri ghzal paRhi aur isy pasand kiya..... khush raheN aabad raheN... |
|
#28
| |||||
| |||||
| Quote:
primitive ji |