It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Merey Malik within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Safha-e-zeest pey rang dard key bhartaa rahtaa hey waqt zaalim hey nit naeyey chaaleyn chaltaa rahtaa hey haal-e-dill kiss sey ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [8] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Safha-e-zeest pey rang dard key bhartaa rahtaa hey waqt zaalim hey nit naeyey chaaleyn chaltaa rahtaa hey haal-e-dill kiss sey kahoon faryaad sounaoon kahaan mein koii aysaa dar-e-yaar naheyn dastak doon jahaan mein khaalii ghar kii weeraan dewaaroon sey baateyn kar kar key thak giyaa hoon mein mat poochoo mujh sey zindaagii keysey jiyaa hoon mein merey haathoon mein kashkool-e-muhabbat thartharra rahaa hey tanhaaii bain kartii hey roam roam meraa aansou bahaa raha hey merey Malik mera daaman muhabbatoon sey bhar dey yaa mujhey sabr kii doolat too atta kar dey,,,,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,,,,,,,,,. taaza baa taaza duaaya kalmaat heyn hoo sakey too merey haq mein sachey RAB sey ik baar duaa zaroor kar dijeyey gaa@};-
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#2
| |||||
| |||||
Aap Kay Dil Ki Gaihraiyo'n Say Niklay Duaiya Kalmaat Allah Qubool Farmaey...Jo Kuch Aap Kay Haq Mai'n Baiher Ho Woh Allah Aap Ko Ataa Farmaey...Sada Khush Rahiye... Aameen...![]()
__________________ |
|
#3
| |||||
| |||||
| waah waah sagar bhaya be had khub humesha ki tarha la jawab nazam kahi aap ne KHUDDA TABARK O TALA aap ki dil ki har jaaiz tamanna ko poora karay aap k qalam ko bulandi dey aur aap ko zehni aur dili sakoon miley ameen kashkool-e-muhabbat thartharra rahaa hey tanhaaii bain kartii hey roam roam meraa aansou bahaa raha hey merey Malik mera daaman muhabbatoon sey bhar dey yaa mujhey sabr kii doolat too atta kar dey,,,,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,,,,,,,,,. be had umdah
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| Khub..nihayat Khoobsoorat Baat Kahi Aap Nay,daad Qabool Kijay.
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#5
| |||||
| |||||
| bai bohat hi khoob nazm share ki hy jnaab... bohat si daad meri janib se is nazm ki nazr... likhty rahi'ay aur hamary sath share krty rahi'ay... Allah Mola aap ki daoN ko qabool ferma'ay... aur aap ko bohat ziada ata kary... Aamin!!!
__________________ ------------------------------------------------- Bedil libaas-e-zeest bohat deeda-zeb tha aur ham ne is libaas ko ulTa pehan liya... (Bedil Haidri) |
|
#7
| |||||
| |||||
| Bohut khush raheyey hayaa duaoon ka mamnoon hoon@};- |
|
#8
| |||||
| |||||
| bohat khoob janab............... ..... ALLAH aapki jald sunay ![]()
__________________ . . |
|
#9
| |||||
| |||||
| boht khoob,,,,taza ba taza bhi aisa hy jesay boht say dino main sanwara gaya ho,,,boht si daad or boht si duain,,,,,, |