It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on mera derd hi bohet hay within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; asslam o alaikum app log plz mujhay yeh betayay ga k order theek hay ?? ager app change kertay to ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [8] |
|
#1
| |||||
| |||||
| asslam o alaikum app log plz mujhay yeh betayay ga k order theek hay ?? ager app change kertay to kia order hota?? kaha : konsa ghum setata hay? jawab aya : kis ghum ka poochtay ho, meray ghum hi bohet hain kaha : kis derd ho chupatay ho muskurahet main? jawab aya : kia kero gay jaan ker ,mera derd hi bohet hay kaha : kahan gaii woh pehli si hesi? jawab aya : dukhoon k nezr ho gaii kaha : kion pather bena liya khoud ko? jawab aya : bikherta hoa mujhay woh daikh nahi sekta kaha : kahan nemi si kion rehti hay ankhoon main? jawab aya : woh to meray ander ki barish hoti hay kaha : kion zebt kerti ho ansuoon ko? jawab aya : meray ansoo usay takleef daitay hain poocha us nay : kion chup ho gay tum kahan main nay: aur kuch poochnay ki himet nahi mujh main |
|
#2
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() Mohterma order meN koi mas'alaa naheiN hai ... Khaamii hai to rawaanii meN hai, paRhte waqt zabaan musalsal aTke jaa rahii hai ... KoShiSh aapkii bohot pasand aa'ee, so daad qubool keejiay :clap6 3 maShq-e.suKhan jaarii rakhiay, inShallah rawaanii per bhii qaaboo aaja'ayga ![]() Qassim Mirza :Qassim:
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
![]() khayyal bohat acha hai jee per jaisa k Qasim nay kaha k rawani ka masla hai ... per koi baat nahi jee waqt k saath saath ahista ahista rawani bhi aa jay gi.... khayyal ki bohtaat hai aap k haan is leye humain yaqeen hai k juld hi umdah shaira humarey darmiyaan ho gi ![]() bohat khush raheye aur likhte rehna hai aachaaaaaa ![]()
__________________ hai zindagi sey nibah mumkin!!!! Main zindagi sey nibha rahi hoon Hai us nay pocha udaas ho tum! main tunziya muskura rahi hoon Shagufta Basit |
|
#6
| |||||
| |||||
![]() sab say pehlay to welkom bhai/sis @};- bhai masha Allah kaawish aapki baihad khooob rahi , it shows ke aapmain likhnay ki behtareen salahyataiN mojood hain @};- bas zara unhain polish karnay ki zaroorat hai..mashq-e-sukhan jaari rakhiye , insha Allah aik din yeh chand khaamiyaN bhi door ho jayengi @};-khush rahiye
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
3 :clap6 kush raho dear
__________________ Ek Aah Bhari Ho Ghi Hum Ne Na Suni Ho Ghi Jate Jate Tum Ne Awaaz Tu Di Ho Ghi ![]() Sukh Da Koi Saa Na Avey...? |
![]() |
| Tags |
| derd, bohet |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| na ho ga yak bayaa.n mandagi sey zouq kum mera | Shagufta Basit | Ghalib | 6 | 03-30-2007 09:10 AM |
| * Wo Mera Akas Kesa Hai * | Hashim Raza | Urdu Writer's Club | 23 | 10-20-2004 03:51 AM |
| mera ansoo kaha haiiiin | marasi | Urdu Writer's Club | 26 | 10-10-2004 02:43 PM |
| koi mera bhi hone laga hai | choti | Nazam | 4 | 10-05-2004 07:08 PM |