It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on maira aaytabar kar layna within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; gar kabhi main kho jaon zindagi ka malay main khawahishoon ka raalay main waqt ka jahmaylay main sath daay na ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [5] |
|
#1
| |||||
| |||||
| gar kabhi main kho jaon zindagi ka malay main khawahishoon ka raalay main waqt ka jahmaylay main sath daay na paoon main har baat kah na paoon main jazbaat ko chopaoon main dil tor ka jo jaoon main tum mujh ko maaf kar dayna dil main chupa ka rakh layna apna samjh ka saah layna gar main kabhi jo loot aaon phir taiyray daar pa aa jaoon aur sath cahlna chahoon main har baat kahna chahoon main to maaf kar ka mujh ko tum har baat mairee sun layna aur aaytabar kar ka phir tum sath mairay chal dayna har baat ko bhoola ka tum mairaay maan ko barha dayna mujhay mout sa bacha ka tum yoon zindagi bana layna ka phir kaheen na ja paoon tairay nam sa he joor jaoon aisee piyar ki zinjeer saay apna ghulam kar layna maira aaytabar kar layna maira aaytabar kar layna by Udas Sham
__________________ oochee jaee neeyoo lagaya ho tay bareen museebat bahri yaaraan baad Muhammad Bakhashah oo koon karay ghamkhari |
|
#2
| |||||
| |||||
| wahhh sahzadey kamal likha lajawab likha 3 khush raho sadda ![]()
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#3
| |||||
| |||||
| wow zabardast likha ap ne.bohat hi acha.
__________________ Just walking in the rain...... |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| Bohot hi piyaari nuzum jaanum....cha chu gaye ho... aakhir sohbut ka asser to perta hi hai naan.... ehem ehem..... ![]()
__________________ A heart in pain longs for rain a heart asks for no shrine No heavens divine but for a heart that's mine |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
ji ji janab ap ko sohbut nay rang to lana tha ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| wah..bohat khobsorat nazam hai...... 3 @};- aab aap ko pehlay sai achi aur gehri neend aa rahi k nai...... 1..?? ?
__________________ ![]() |
|
#9
| |||||
| |||||
| Quote:
ji bilkul pani phaink ka jagatay hain ab mujhay :cry6 |