It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Main Tanziya Muskura Rahi Hoon within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Apnay aap may khasi gehrai liye howay apki ye gazal behad pasand ayi Daad kabool kije @};-...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [4] |
|
#21
| |||||
| |||||
| Apnay aap may khasi gehrai liye howay apki ye gazal behad pasand ayi Daad kabool kije @};- |
|
#22
| |||||
| |||||
| mein nai puri ghazal 3 baar parhi hai aapi lekin ye nahi decide kar pai kai kaun sa shair sab sai acha hai kyon kai sab hi bauhat umdah hai...is kadar sadqi sai aap nai khayal ko bayaan kiya hai kai kya kahoon mein bauhat hi umdah ghazal likhi hai aik aik lafz dil ko choo gaya ![]() bauhat khush rahiyai aapi jaani ![]()
__________________ |
|
#23
| |||||
| |||||
| Bohat Khoob Shagufta G!!!! Tum Gaye ho to sar-e-sham yeh aa'dat theri. Bas kinare pe khare Haath hilate rehna...
__________________ Signature Removed - Unable to load the image |
|
#24
| |||||
| |||||
| khobsoorat likha hia aap nee Shagufta waisay derakhtooN se parinday urrana ehmqaana kaam nahin sangdilaana kaam hai. |
|
#25
| |||||
| |||||
| Asalam o Alaikum, Iss Ghazal pay jawab dainay say pehlay un ehbaab ke babat kuch kehna chahoon ga jin ko khaar hai kay mein sirf khatoon e khana ke shairi pay hee jawab daita hoon.. Arz bass itnee hai.. khatoon na tu yeah kay link bhiajtee hein balkay jab tuk jawab na dai doon baylan lehraati rehtee hein.. ! Ghazal hum nay parhee.. aur deegar shair wa shairaat kay jawab aur tareefi qalmaat bhi.. ghazal go taveel hai magar bohat pur'asar aur lay mein hai.. hum ko shairi kay abjad ka kuch ilam nahi .. aur hum shairi ko uss nazar say na daikhtay hein na parhtay hein j iss say bay'shtar (apnay taieen) alim e oroos samajhtay hein.. hum lafzoon mein mainee aur mainoon mein jazb ka alam daikhtay hein.. aur yeah iss ghazal mein bakhoobi nazar aata hai.. dil ko chooh jaanay wallay jazbaat say muzaiyaan aik khoobsourat ghazal. PS: Agar koi kasar reh gaiee hoo tu bata dijiyeah ga.. banda aglee nashisat mein poori koshish karay ga.. :p Khush rahiyeah
__________________ ![]() |
|
#26
| |||||
| |||||
| aslam alikum ghazal ki khobsorati main baqi asbab bhi hain magar mujay is ki rawani aur shidat nay mutasir kya . yaqeen hai pehlay shair k pehlay lafz say akhri shair tak ,kahin bhi, khayalat ap ko rok na sakay hon gaey aur na ap qalm ko. umdah takhleeq jisay aik say za'id bar parh kar lutf aay khush rahiyay |
|
#27
| |||||
| |||||
| Quote:
![]()
__________________ hai zindagi sey nibah mumkin!!!! Main zindagi sey nibha rahi hoon Hai us nay pocha udaas ho tum! main tunziya muskura rahi hoon Shagufta Basit |
|
#28
| |||||
| |||||
| Quote:
bohat shukriya dewar bhayaya ![]() |
|
#29
| |||||
|