It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on main k sehra main kashti chalata raha within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Tamam bradran -e- islam or sistran -e- islam ko aik bar phir main aik bar phir aik nai nazam k ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Tamam bradran -e- islam or sistran -e- islam ko aik bar phir ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() main aik bar phir aik nai nazam k sath pasand aay ya nahi bataiye ga zaroor intizar rahy ga khas tour par senoir sahibaan agar nazar dalain or koi ghalti nikalain tou wellcom plz MAIN KEY SEHRA MAIN CHALATA RAHAMain k sehra main kashti chalata raha Aansowon ka smandar bahatha raha din guzarty rahy waqat jata raha Aansowon ka smandar bahatha raha dill ki dharkan main wo, meray tan man main wo chand ko dekh kar, chandni raat main mujh ko bichra sanam,yaad aata raha Aansowon ka smandar bahatha raha bus isi aas main din guzartay rahey kay tou myra hy, ye soch kar dill ruba dill ko apnay, taasaalli dilaata raha, Aansowon ka smandar bahatha raha woh bhi kiya din thy jab beqarai main tum mujh ko har baat such such batatay rahay waqt ko main hansi main urata raha Aansowon ka smandar bahatha raha tou bana meray owr main tyray wastay aik naghma fizaoon main bikhra howa tujh ko sham-o-seher gungunata raha Aansowon ka smandar bahatha raha zindagi myri manind-e-tareek shub, jis main teri hi yadoon key chund ik diye bus jalata raha awr bujhata raha Aansowon ka smandar bahatha raha aik toufan uttha, jo ura lay gaya zindagi kay waraq badaloon ki tarah Tujh ko bhi lay gaya,.. main bulata raha Aansowon ka smandar bahatha raha Main k apnay muqaddr say hoon shikwa zun Tha kisi awr say munsalk tera Naam main too bus younhi likhta, mitata raha Aansowon ka smandar bahatha raha Aansowon ka smandar bahata raha main k sehra main kashti chalata raha Last edited by Aisha Baig; 07-18-2008 at 03:03 PM. |
|
#2
| |||||
| |||||
| Ws ..... Khayal-e-nazm buhut acha laga angel jii .... aap agar issay Inpage mein likh ker share kertii'n to zyada acha hota, kyunke phir parhne wale kii rawanii bar'qarar rehtii hai ... Roman mein kaii dafa aisa hota hai k lafz samajtay samajtay rawanii toot jatii hai ... aor agar nazm thorii lenghty ho to nazm parhne ka mazaah nahii aata .... kher ... issay main ghaltii nahii keh sakta, ghaltiyaan to baray shu'ara hii nikaalein gey ....bahar'haal mujhe aap ki nazm buhut achii lagii .... Likhtay rahiye .. Hasde Wasde Rawo ... ![]()
__________________ Jo Baatein Keh Nahii Sakta Unhein Main Farz Kerta Hoon Chalo Main Farz Kerta Hoon Mujhe Tum se Mohabbat Hai ... ! |
| The Following User Says Thank You to bailamos_ For This Useful Post: | ||
Aisha Baig (04-06-2008) | ||
|
#3
| |||||
| |||||
| buhut buhut nawazish janab hosla afzai ka shukriya |
|
#4
| |||||
| |||||
| lagta hy kisi ko pasand nahi aai ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| mashallah bohat undah hai app ki nazam............kha yalat ke saath rythm bhi khub hai............bohat se daad ke saath khush rahian |
| The Following User Says Thank You to yasmin ahmad For This Useful Post: | ||
Aisha Baig (04-06-2008) | ||
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
buhut nawazish yasmin ggg |
|
#7
| |||||
| |||||
| bohat hi shandaar nazam likhi hai aap ne sis parh k waqai bohat maza aya hum ne is nazam ko kai dafa parha aur her dafa aik hi tarha ka lutf aya bohat khobsurat alfaz istemal ki aap ne isi tarha likhti rahye aur share karye apna khayal rakhyega |
| The Following User Says Thank You to cute mary For This Useful Post: | ||
Aisha Baig (04-06-2008) | ||
|
#8
| |||||
| |||||
| Quote:
thnx alot buhut nawazish shukriya |
|
#9
| |||||
| |||||
| zindagi myri manind-e-tareek shub, jis main teri hi yadoon key chund ik diye bus jalata raha awr bujhata raha main k srhra main kashti chalata raha Aansowon ka smandar bahatha raha wahhhhhh.. yeh hui na bat.. bohat hi umda nazm.. bohat khooob.. khush rahiye
__________________ ![]() . . . Mere dil.. Mere musaafir..! |
| The Following User Says Thank You to kanch ki mehroo For This Useful Post: | ||
Aisha Baig (04-06-2008) | ||
|
#10
| |||||
| |||||
| Quote:
buhut sukriya nawazis mehroo g aap ka hath agar rahy ga sar par tou aap inshallah mujhy bhi har qadam aasan ho ga khush rahiye ![]() |