It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on koyi to gham ka fasaana...... within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; ASLAAM O ALEKUM, Dosto kesey mizaaj hain?umeed hai bakher hongey lijiye main aek baar phir aap ki basaaraton ka imtahaan ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [4] |
|
#1
| |||||
| |||||
| ASLAAM O ALEKUM, Dosto kesey mizaaj hain?umeed hai bakher hongey ![]() lijiye main aek baar phir aap ki basaaraton ka imtahaan leney aa pohancha aek taaza ghazal aap sab ki nazar,umeed hai bardaasht karain ge, ![]() aap ki aara ka intazaar rahey ga, ![]() bahot khush rahiye, ![]() ALLAH NIGEHBAAN. ![]()
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#2
| |||||
| |||||
| wha wha kia batt hi zain bahi buhat umdha ghzal share ki hi app nay..........
__________________ |
|
#3
| |||||
| |||||
| bohat khoob zain bhai... kya umda ghazal kahi hy aap ne... youN to sary sher achy haiN lekin aakhri do sheroN ki kya hi bat hy... Allah Mola aap ko is se bhi ziada ata kary... khush raheN, aabad raheN... aur isi trha ham se share krty raheN,...
__________________ ------------------------------------------------- Bedil libaas-e-zeest bohat deeda-zeb tha aur ham ne is libaas ko ulTa pehan liya... (Bedil Haidri) |
|
#4
| |||||
| |||||
| Salam, Zain saheb, kamal kar dia, bohat umdaa ghazal kahee app nay, wallah bohat lutf aaya. Waisay to poori ghazal hi umdaa hai laikin hasal-e-Ghazal shair yeh raha aur mujhay bay had pasand aaya. Karon to kaisay karon ahtimaam-e-jashn-e-tarab Kay chashm-e-nam ka fasana meri talash mein hai. Maqta bhee khoob raha, daad qubool kijeh. Raza Alam
__________________ MujhKo Meray Afkaar kay Aainay mein dekho Qirtaas kay Dhabbay meri pehchaan nahi hen Sahir Faizabadi |
|
#5
| |||||
| |||||
| wah wah kya baat hai zain bhai bohat hi zabardast likhi hai mazeed ka intezaar rahe ga(flower4u)
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#6
| |||||
| |||||
| v v nice buhat khubsurat kavish khubsurat lafzo ka chunayo really nice wish u all the best
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| (hehe) Zain Ji Plz Mujhay Aik Mowqa To Dijiye Kay Mai'n Aap Ki Poetry Par Tanqeed Kar Sakoo'n... ![]() Jab Mai'n Nay Poet Club Join Kiya Tha Us Waqt Bhi Aap Ki Poetry Mujhay Pasand Thi But Ab To Aap Is Qadar Manjhay Huway Andaaz Mai'n Aik Aik Shair Likhtay Hai'n Kay Koi Aik Shair Bhi Aesa Nahi Hota Kay Mai'n Keh Sakoo'n Kay '' Is Shair Nay Mutasir Nahi Kiya '' Zain Ji Yeh Ghazal Apnay Tamaam Ashaar Samait Mujhay Bouhat Pasand Aai...Bouhat Si Daad Is Khoobsurat Ghazal Kay Liye Qubool Kijiye...Allah Aap Ko Sada Khush Rakhay Aameen... ![]()
__________________ |
|
#8
| |||||
| |||||
| Bohut Hii Khoobsorat Ghazal Kahi Zain Bhaii@};-
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#9
| |||||
|