It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Kia Ap May Say Koi Iss Shair KA Matlab Bata Sakta Hai ???? within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Sb ko as salam o alaikum, mujhay kuch madada darkaar hai...boht shukar guzaar hon gi agar koi mujhay is shair ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [2] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Sb ko as salam o alaikum, mujhay kuch madada darkaar hai...boht shukar guzaar hon gi agar koi mujhay is shair ka matlab batay ga..... Mashghool Hai Mazawalat e Mazkharafaat Main Haathon Main Mazameer e Mazmin Liy Huy Yeh Shair meray aik ustaad mohtaram nay likha hai or kaha hai k iss ka matlab dhundhu...may nay dictionary chaan maar li lakin iss may kuch bilkul new alfaaz hain...Kindly mujhay koi bata sakta hai k iss shair ka kia matlab hai....thoora bohat... I'll be thankful Regards
__________________ Irada darya may qatray ki soorat gum ho jaun.... Apnay aap say bahar niklun, TUM ho jaun.....!!! |
|
#2
| |||||
| |||||
| sorry dunno ... 1 but moving thread to some appropriate section where i hope you can get the meaning :-) Regards Whispers HG Administration
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
umeed hai khairiat se ho gi... aap ko har door mein aise loog mileen gay to bhari bhar kam ilfaaz dhoond dhoond kar dosroon pe apne ilm ki dhaak bithane ki koshish karte hain ..... 200 saal qabl hindustan mein farsi ziyaada parhi .likhi aur boli jaati thi jis waja se hameen qadeem shoshra ke kalaam mein farsi ki ameezish milti hai.... aur mere nazdeek har woh misra ya sheer jo qari ko samaj se bala ho aur usse samajhne ke liye kissi dictionary ki zaroorat pare woh shair ki kam mayegi ki hawala ban jayeegi is ka matlab yeh hua ke shair ke pass apne muda ke izhaar ke liye koi saada aur mahni kheez ilfaaz nahin thee...... jin sahib ne aap ko yeh misra ataa kiya hai unheen kaheen ke is ka jawaab mir taqi mir se leen... agar aap ko shairi karni hai to apni marawja zubaan mein kareen jisse har aam o khaas samaj sakne ki salahiyat rakhta ho... dua goo irshad qamar
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| ur_companion qamar94 Ap dono ka boooht booht shukria |
|
#6
| |||||
| |||||
| Allah ray.... maiN to samajhnay say qasir rahi hooN ![]()
__________________ ![]() . . . Mere dil.. Mere musaafir..! |
|
#7
| |||||
| |||||
| ma koshish karta hoon,, jahan tak ma matlub nikal saka hoon tu wo koch yun ha kay insan apna maqsad-e-hayat koch aor lay ker aya ha is duniya ma aor wo yahan aaker yahan ki ranginion aor pur kashish mahool ko daik ker aoski ranayion ma is tarah mashghool hogaya kay apni maqsad-e-hayat bhool hi gaya. yani insan apnay hatoon main apnay jeenay ka aik mukamal zabta-e-hayat lay ker ata ha magr yahan aaker bawajod isky kay dosrey kamoon ma mashghool hojata ha, ju insan ko gumrahi ki taraf lay ker jati ha. mery zihan ma is shair ko par ker yahee koch aya, hosakta ha ma nay ghalat matlub liya hoo, magr ap apnay ustad muhtaram sahab kaisaat ye matlub discuss zaroor karlain hosakta ha koch na koch ma nay sahi kaha hoo. per mujy zaroor bata dejiye ga. humaishah khush rahoo
__________________ kaash aisa kamal hojayewo mera hum khayal hojaye ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| Quote:
Miss Neha, it is realy not easy to say properly but i am thinking as follows. her shakhs jo apny man ki khawahishat ki tehreer (jo k hatho ki lakeero main mehfooz hay) liy howy un ki takmeel mein masroof e amel hay. further i will check by some one. and will let you know. |