It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on jal pari................ .... within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Originally Posted by Aik Lamha Altaf sahab.. buhat hi mukammal nazm likhi hay aap nay.. khayalaat ki rawani nazar ayee ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [6] |
|
#31
| |||||
| |||||
| Quote:
Yeh khaaksaar is izat afzaai par minnat kash-e-shukar-o-spaas hay, "Harf kiya, lafz ki basaat hay kiya, ,,,,,,,,,, Sach yahi hay k meri baat hay kiyaa, ,,,,,,,,, Teri chaahat main likh diya warna, ,,,,,,,,, Sher kehnay maiN inbesaat hay kiya Jeetay rahiye, khush rahiye, Hanstay muskraatay rahiye. musafir
__________________ Signature Removed - Unable to load the image |
|
#32
| |||||
| |||||
| Quote:
Salamz Ustaad jee, Oh sarkar laga gaey naa ustaadi ab mujhay kuch likhnay kaa bhi nahi chora, chalain aap kay Pak wapas aanay ka ab bohat shidat say intezaar rahay ga, bas isi tarah piyaas barhaa kar bay khud kar daitay ho ustaad jee, jaan giyaa aap ko, chalain aap aaein to, ,,,,,,,,,,,,, jeetay rahain, khush rahain, Allah aap ko bohat ziyaada izat say sarfraaz farmaaein. faqat, Shagird |
|
#33
| |||||
| |||||
| Assalam-o-Alaikum Altaf bhai bohat khuubsoorat nazam kahi app ne khayal or ilfaaz ki tarteeb bohat khuubsoorti se paish ki aisay hi likhte rehiye take care a lot Allah Hafiz
__________________ ![]() |
|
#34
| |||||
| |||||
| Quote:
Salamz jee, Wah sahab kiya khoob ID hay aap ki, khush nazri aur hasrat-e-deed pehloo ba pehloo, aap nay to shualaa aur shabnam ko ham aaghosh kar diya, baharhaal, aap nay jin kalemaat-e-tehseen ko waja-e-izhaar-e-khoobi kiya hay , yeh haqeer un par dil ki gehraion say shukar guzaar hay, aap jeetay rahiye, khush rahiye, hanstay muskratey rahiye. musafir |
|
#35
| |||||
| |||||
| Quote:
altaf sahib, lagta hai roz-e-alast mai he kahin hamari rohon ki ashnaai ho gai thi, jo ap ko sochta hoon to dil ko sakoon sa anay lagta hai, janab ab to ik mulaqat buhat zaroori hai, woh ik hamaray dost shair, Syed Anser ka ik sher yaad ata hai, Ap say miltey huey khud say bichar jata hoon Khaksari say gharoori si nikal aati hai to kab mil rahay ho ap ham say........... ![]() jaldi batain ga ...... ![]()
__________________ Signature Removed - Unable to load the image |
|
#36
| |||||
| |||||
| Quote:
Salamz jee, Qibla-e-muazzam, aap jab hukem karein ham basar-o-chasham haazir, aap say mahaz ik cell call kay faasley par hain, aap ka kal Pak wapas aaney ka wada tha, to kal ka intezaar hay, aa kar jab safer ki thakan utaar lein to ik cell call par 2.50 Rs. kharch kar deejye ga, ham palkon kay bal chal kar aap say sharf-e-wisaal-e-deed ko pohenchain gay. Jeetay rahiye, Bohat khush rahiye, Hanstay muskratey rahiye. Shaagird |