It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on jal pari................ .... within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Originally Posted by Altaf Hussain Malik Salamz jee, Pehli dafa aik kaavish paish karnay ki jassarat kar raha hoon, apnay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [5] |
|
#11
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() Wah saahab wah! Kya khoobsurat khayaal baandhaa hai aap ne nazam meN ... Nazam bohot pasand aa'ee hamaiN ... Iss ghareeb kii jaanib se bhii dilii mubaarakbaad aur daad qubool kee jiay aik mukammal aur pur.acar nazam kehnay per ![]() youNhii maShq jaarii rakhiay ... InSha'Allah bohot jald meyaarii kalaam kehnay lagaiNgay (dua) Khaaksaar, Qassim Mirza :Qassim:
__________________ ![]() |
|
#12
| |||||
| |||||
| Quote:
Mohtram aap ki hosla afzaai kaa bohat bohat shukriya, jeetay rahiye, bohat khush rahiye.
__________________ Signature Removed - Unable to load the image |
|
#13
| |||||
| |||||
| Quote:
Salam Qassim Bhai, Aap nay jis kamaal-e-meharbaani say meray haroof-e-saada ko sharf-e-pazeeraai bakhsha meray liye maan ki baat hay, aap jaisay harf shanaas log yaqeenan bohat ehtiyaat say kisi kalaam kay baaray main raaey daitay hain, main samajhtaa hoon kay HG par doston nay jis mohabat ka muzaahira kiya hay meri tawaqa say ziyaada izat afzaai ki hay, mujhay meri mehnat ka samar mil giyaa, (110) aap salamat rahain, aap ka aviator bhi acha laga, Mola aap ko jazaaey khair dain, jeetay rahiye, khush rahiye. |
|
#14
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() Mere signature meN jo Image hai, woh maiN ne khud create kee hai ... Agar aap chaahaiN to maiN aapko bhii link day sakta hooN taakay aap bhii isay apne signature meN lagaanaa chaahaiN to lagaa sakte haiN ![]() Ya Ali Madad. Last edited by :Qassim:; 05-13-2006 at 06:00 PM. |
|
#15
| |||||
| |||||
| Quote:
Thanks, itnay quick reply ka, jee, zaroor main is link ko apnay paas save karna chaahon gaa, mashoor shaair, ustaad baydam paani pati ka sher hay kay: Baydam yahi to paach hain maqsood-e-kaainaat Khair-un-nisa, Hussain-o-Hassan, Mustafa, Ali so jee, ab acha bura lagna to bohat zaati sa tajurba hota hay, aur main is baat kaa qaail hoon kay apni raaey kisi par musalat nahin karni chaahiye aur na he kisi ki raaey say apna koi kaar-e-khair chor dena chaahiye. at this moment i m totally satisfied with my recent signature, but inshallah in some future time , i would like to use this signature. Jeetay rahiye, bohat khush rahiye. |
|
#16
| |||||
| |||||
| Quote:
Faatima, Haider o Hasnain o Rasool e Arabii TiShnagii duur huvii Kausarii chaShma paayaa Not a problem mere bhai ... When ever you feel you are ready to you my image, just send me a PM and I will be more than happy to help you out ![]() Last edited by :Qassim:; 05-13-2006 at 06:23 PM. |
|
#17
| |||||
| |||||
| Merii iss: http://www.hallagulla.com/vb3/urdu-p...or-116821.html kaaviSH per agar aapni raa'ay daiNgay to haqeer ko bohot khuShi hogii ![]() |
|
#18
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() aisa kab howa k tumhari kisi ghazal per reply na miley hon.... mujhe nahi pata k log aap k siggy ki waja sey aisa kar sakain gai... kyu k tum acha likhtey ho... shairi k ramoz ko jantey ho ....tumhari shairi ko saraha jata hai hamesha sey yahan... ye baat ajab lagi mujhe tu ....aur dosri baat ye k jin buzuragaan-e deen ka naam tumharey siggy main ata hai wo sab ki musalmano k leye qabil-e ehtaram hain.... koi aisa nahi kar sakta ... kum aaz kum main tu aisa soch bhi nahi sakti.. na hi kabhi tumhari koi post kabhi khaali dekhi main nay...hamesha tumhare kalaam ko saraha gaya ... tumhari qabliyat ki bunyaad pe... poets club main mazahib ki buniyaad pe tu shairi nahi parhi jati ![]() khush raho likhte raho ..
__________________ hai zindagi sey nibah mumkin!!!! Main zindagi sey nibha rahi hoon Hai us nay pocha udaas ho tum! main tunziya muskura rahi hoon Shagufta Basit |