It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Haya saaheba aik khubsuret zameen ka aap nay nihaet khubsureti say haq ada ker dia hay ghazal main jahaN aap ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [2] |
|
#11
| |||||
| |||||
| Haya saaheba aik khubsuret zameen ka aap nay nihaet khubsureti say haq ada ker dia hay ghazal main jahaN aap nay bohat chay mazameen bayan kiay haiN waheeN yeh ghazal tekniki aitibar say bhi bohat aala mayar per hay -- chunancheh daad hazir hay. Reh gai baat Atif saeed saaheb kay eteraaz ki to bazaher alfaaz ki terteeb dekh ker to yehi lagta hay keh mazkurah muqaam per wazen ka masala ho reha hay laikin meri raey maiN aisa nahiN hay aur woh miSra Theek hay kiunkeh aap peRhtay waqt is ko yuN peRhaiN gay naa zu Thaa nay nah keh -- naaz u Thanay chunancheh awal az ziker souti taqtee say miSray maiN koi sakta nahiN hay aur wazen bilkul Theek hay wassalam Sohail
__________________ Sohail Malik |
|
#12
| |||||
| |||||
| Quote:
Raihnay Day Tana Zann Yoo'nhi Aehbab Ko Háya Is Tarha Sun Kay Jaisay Sama'at Nahi Rahi agar matla' kuch yoon ho jaay tu kaisa rahay... Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi Mujh Ko Bhi Zindagi Ki Chaahat Nahi Rahi Aik intihaii khoobsurat ghazal likhnay per mubarakbaad qubool kijiyay....Khush rahiyay or jeeti rahiyay....Chao, Junki... Last edited by junkifunki; 06-15-2007 at 06:03 PM. |
|
#13
| |||||
| |||||
| Quote:
zabardast kavish Haya jii ..... Ghazal k tamaam ashaar hii behtreen hain .... buhut maza aaya parh ker ... dhero'n daad qabool kijiye ek shaandaar ghazal likhne per ...... ![]() HASDE WASDE RAWO ....
__________________ Jo Baatein Keh Nahii Sakta Unhein Main Farz Kerta Hoon Chalo Main Farz Kerta Hoon Mujhe Tum se Mohabbat Hai ... ! |
|
#14
| |||||
| |||||
| Hi.pehlay3 ashar ka to bhi koi jawab neigh is kader khubsurat hain k bus dehroun daad kabul kiejeya dua k saath Yasmin Yasi |
|
#15
| |||||
| |||||
| aaj kaafi din kay baad pc main aana huwa haya ji ka naam daikha to ghazal parhi,,maza aaya haya ji..boht achi or khobsort ghazal kahi hay aap nay,,boht saari daad aap kay liye haya ji |
|
#16
| |||||
| |||||
| Us Aainay Mai'n Tujh Ko Karai'n Kis Tarha Talash Jis Aainay Ki Khud Koi Soorat Nahi Rahi....aray wahh Haya piyari kia khoob likha iss qadar nikhar ...bohat he acha laga perh kr likhti raho ...khush raho |
|
#17
| |||||
| |||||
| bahot khoob Haya,bahot khoobsurat ghazal kahi aap ne,yeh sher khaas tor se bahot pasand aaya, Us Aainay Mai'n Tujh Ko Karai'n Kis Tarha Talash Jis Aainay Ki Khud Koi Soorat Nahi Rahi so aek aor achhi kaawish par bahot si daad qabool kijiye, ![]() bahot khush rahiye, ![]()
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#18
| |||||
|