It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Jaan Nikal Jati hay ... within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Aik purani kawish aap sab ki nazar @};- Bhatki hoi yaad, laut ke ghar atti hay Sotay Hovey aksar, ankh ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [11] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Aik purani kawish aap sab ki nazar @};- Bhatki hoi yaad, laut ke ghar atti hay Sotay Hovey aksar, ankh meri khul jati hay Yon meri jaan, meri jaan nikal jati hay...... Meri taanha si raatain, ek raaz bata jati hain Maan say nikal kay aag, taan ko lag jati hay Yon meri jaan, meri jaan nikal jati hay...... Tum samnay ah jatay ho, neend kahin kho jati hay Dil ki bujhanay aag, ankh meri bhar atti hay Yon meri jaan, meri jaan nikal jati hay...... Meri tak ma baithi teri yaad, kuch is tarhan atti hay Jism say kar kay judah, meri roh liay jati hay Yon meri jaan, meri jaan nikal jati hay...... Ma agay chaloon kesay, mujhe mazi may bulati hay Haan teri yaad, mujhe be-haal sa kar jati hay Yon meri jaan, meri jaan nikal jati hay...... Jab kabi akal meri, Khudah baan jati hay Kafir say is dil ko koi saza sunati hay Kiyon meri jaan, meri jaan nikal jati hay.....? Last edited by Shokh; 03-06-2006 at 09:37 AM. |
|
#2
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() Mohterma agar puraanii kaaviSH intii pur.acar aur jaandaar hai to maiN to tassavur bhii naheiN ker sakta k abhii kya mayaar hoga ![]() Very well written ... Daad qubool keejiay ![]() Qassim Mirza :Qassim:
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| Bohut hi khubsurat bohut umdah ![]() Khush Rahiyea Abaad Rahiyea ![]()
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| yooN meri jaan,meri jaan nikal jati hay wahhhh GGG kya kehnay
__________________ samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak |
|
#5
| |||||
| |||||
| BOHT KHOOOBSORAT.... WAHHHHHHHHHHHHHHH
__________________ ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| Zabardast shokh sahiba... buhat khoobsoorat andaz-i-bayan.. aur buhat oonch takhayyul ki uraan.. buhat pasand ayee humein.... sirf iss line mein garbar lagi Meri taanha si raatain, ek raaz bata jati hay iss mein jama wahid ki ghalati hay.. raatain kay saath jati hein ista'amal hona chahiye.. doosra is line mein behel ka ista'mal samajh nahin aya Haan teri yaad, mujhe behal sa kar jati hay .. . baqiya buhat barhiya... :clap5 buhat si daad qubool kijiye.. @};- |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() baaqi shaira janey ........ hum ko tu yon laga -------------- Aur Shokh sis, bohat aacha likha hai aacha likhti hain likhti raheye kejeye khush raheye hamesha
__________________ hai zindagi sey nibah mumkin!!!! Main zindagi sey nibha rahi hoon Hai us nay pocha udaas ho tum! main tunziya muskura rahi hoon Shagufta Basit |
|
#8
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |