It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ik paighaam!! within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; aslam o alaikum !! kuch share kar rahi hoon aap sab behano aur bhaion k sath . hope u like ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [5] |
|
#1
| |||||
| |||||
| aslam o alaikum !! kuch share kar rahi hoon aap sab behano aur bhaion k sath . hope u like it! aay har bandish sai azad hawa mera ik kaam karti jana ik behan ka ye paigham raah e Haq k rahion k naam karti jana unay kehna ! soda nafah bakhsh hay har soorat mein jaan jaye shaheed kehlaein , ghazi agar loat aaein unay kehna! zaeef e dil bhi hein bhari mehfil mein barhay zabt sai hoslay sai tehreer e dard sunaein unay kehna! sehar phootay gi zulmat k andhairay sai door sai dikhti hein madham sooraj ki shuaein unay kehna! jo rahbar banein tum sai baad aanay walon k liay raah e Haq mein aisay apnay naksh e paa sajaein unay kehna! har sooo jalaein umeedon k chiragh kabhi to thamein gi ye mayoosi ki hawaein unay kehna! sakat nahee ab boorhay baap k kaandhay mein k apnay hi jawan baiton k laashay uthaein unay kehna! baatil ko batla dein jismon ko qaid karnay sai kia haasil jo ho sakay to azaad sochon ko zanjeerein pehnaein unay kehna! apnay jazbon mein sadakat ka wo rang laein jaati hui baharein bhi loat aaein unay kehna! meri maaon behnon nay orh li hein maatmi ridaein Khudara ab to ghairat ki shamsheer uthaein unay kehna! maqtal mein is shaan sai kadam barhaein fizaa mein takbeer k naaray gooonj jaein unay kehna! tumharay sath hein maaon ki wafaein tumharay sath hein behnon ki duaein unay kehna! tumharay hi liay hein mere lab mein machalti duaein!! jo ho sakay to unay kehna !! aaay azad hawa!!! ![]()
__________________ Shaheed tum sai ye keh rahay hein Lahoo hamara bhula na dena!!! |
|
#2
| |||||
| |||||
| wowwww miss aap ne bohat acha likhaa hai itz realy nice /wah /wah khush rahiye :flower likhti rahen /rose
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#3
| |||||
| |||||
| buhat khubsurat paighaam hai g ,,
__________________ ![]() Shayad Yai Taqabor Ki Saza Mujh Ko Meli Hai Bari Shaan Sai Ubhra Tha Ab Doob Raha HoN |
|
#4
| |||||
| |||||
| bhot khubsurat paighaam ji b happy ALLAH HAFIZ
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
buhat kush raho ji /yhug
__________________ Ek Aah Bhari Ho Ghi Hum Ne Na Suni Ho Ghi Jate Jate Tum Ne Awaaz Tu Di Ho Ghi ![]() Sukh Da Koi Saa Na Avey...? |
|
#6
| |||||
| |||||
| reaaly nice !!@};- keep sharing
__________________ Gone Forever!! |
|
#8
| |||||
| |||||
| wahhh..kiya hi bat hai apki ![]() khush rahiye
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |