It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on help me within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Adaaaaab mujhay nahi pata mujhay yahan apna masla bian karna chahyee ya nahi magar mujhay to batana hay so yahin ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Adaaaaab mujhay nahi pata mujhay yahan apna masla bian karna chahyee ya nahi magar mujhay to batana hay so yahin sahi mera poetry section allready bana hoa hay lakin janay kahan hay lakh koshish kay bawajood site par milta nahi meri arz ye hay ke mera niya poetry section creat kia jaaaaaaaaay jis mein apnai tamam collection or book kay baray mein likh sakoon.purana section delete kar deen bohat mehrabani ho gi apakay jawaab ki muntazir suman shah from paris |
|
#2
| |||||
| |||||
| Quote:
wesey to is sawaal ka sahi jawaab Intazaamiya ka koyi member hi de sakta hai,choonke meri nazar se yeh sawaal guzra to socha ke apni ista.taa.at ke mutaabiq reply de doon,shaayad kuchh kaam aa hi jaaye, agar aap ka Poetry Section HG pe bana hai to phir yaqeenan HG POET Section main hona chaahiye,aor agar wahaan naheen hai to phir behtar hai ke aap Admin main se kissi ko pm kar dain,woh aap ki behtar rahnumaayi kar sakain ge. bahot khush rahiye. ![]()
__________________ ![]() |
![]() |
| Thread Tools | |
| |