It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Haiku nazm within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Salaam Urdu Haiku style kii aik nazm k saath haazir ho raha hooN! Umeed hai her baar kii tarah apni ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [5] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Salaam Urdu Haiku style kii aik nazm k saath haazir ho raha hooN! Umeed hai her baar kii tarah apni qeemti aaraa se zaroor mujhay faa'ida uThaane ka mauqa zaroor daiNgay aap dost Falak kee god Samandar kee lehroN meN DhooNDtaa hooN main Woh aysii kamii Jo dil k aaNgan meN hai Gul k hotay bhii TitliyaaN akser Mujhse keh k jaatii haiN KyuN naheiN yaaN per Noor pehla saa Jagmagaate sitaare Chaand kaa pehraa Mahtaab kay bhii Maathay pe kyuN daaGh hai KyuN yeh be.basi? LaboN ko jumbish KyuN naheiN daytay ho tum Kuch batao naa Kya bata’ooN main Kya mera armaan hai Who kya kamii hai Sun sakogay kya Dukh bharii daastaaN tum Weeraan raaheiN Sunsaan baaheiN Dil kee soonii galiyaaN Taareek hujra Bas hai to yahaaN Seher terii kamii hai Aur kuch naheiN … Khaksaar Qassim Mirza Ali :Qassim:
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| kiya kehne hain ap k to QASSIM bhai ji likhte hain 'Bas hai to yahaaN Seher terii kamii hai Aur kuch naheiN …' /wah ji /wah veri nice ji /clap5 meri taraf se daad qaboo lkijiye /yhug /AH
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#3
| |||||
| |||||
| salam ![]() Sun sakogay kya Dukh bharii daastaaN tum Weeraan raaheiN Sunsaan baaheiN Dil kee soonii galiyaaN Taareek hujra Bas hai to yahaaN Seher terii kamii hai Aur kuch naheiN … qasim bhai kiya hi kehnay hain aapke ....ALLAH pak apke qalam main mazeed say mazeeed nikhar laye /duakhush rahiye
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
Bilal bhai haiku pasand aa'ee apko, mujhay acha laga ![]() Qassim Mirza Ali :Qassim: |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
Mehreen maiN bhi dua.go hooN k Allah tumhaiN bhi sada khush rakhay ![]() Qassim Mirza Ali :Qassim: |
|
#6
| |||||
| |||||
| Buhat khoob Qasim bahi ,, buhat achi lagi app ki ya Haiku style ki nazam ,, buhat sii daad qabool karain /weldone
__________________ ![]() Shayad Yai Taqabor Ki Saza Mujh Ko Meli Hai Bari Shaan Sai Ubhra Tha Ab Doob Raha HoN |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
Janaab e aalii aap yaqeen keray yeh jaan ker itnii khushi hoti hai dil ko k hamara kalaam pasand kernay wale bhii maujuud haiN Qassim Mirza Ali :Qassim: |
|
#8
| |||||
| |||||
| Quote:
hum bhi shamil hain unhi chand khata karon main/toomuch..... jokes a part ![]() me ne socha ke yad dila doon ke apki aik adad behan bhi un logon main shamil hai;;) |
|
#9
| |||||
|