It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Ghazl::: Cheraagh jaan kay yuoN hi jalaa liaa gia thaa within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Originally Posted by Ashraf Naqvi Cheraagh jaan kay yuoN hi jalaa liaa gia thaa HamaiN bhi taaq ki zeenat banaa ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [4] |
|
#11
| |||||
| |||||
| Quote:
AOA VERY NICE DEAR .................... ..........![]()
__________________ Signature Removed - Only One Image is Allowed |
|
#12
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#13
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |
|
#14
| |||||
| |||||
| Friends! Ab aap mairi is ghazal ko Urdu format ke saath bhi paRh saktay haiN. Shukria Ashraf Naqvi |
|
#15
| |||||
| |||||
| Quote:
aap ki kawish bahot achi hai magar yahan dosron ki shairi post ki jati hai.......apni likhi shairi ke liye hamara Urdu Poets Club Section hai main aap ki post wahan move kar rahi ho ........khush rahiye |
|
#16
| |||||
| |||||
| Tumhaaray lams se mehzooz kis tarha hotay Ke hum ko khwaab se baaher bulaa liaa gia thaa. Isii ilay to abhii tak maiN naamukammil hooN Adhoora chaak se mujh ko uthaa liaa gia thaa. Wah! Wah ! Ashraf Naqvi kiya hi khoob likhtay hoo MahsaAllah say ,, buhat sii daad qabool karaiN mayri janab say ,, buhat acha lagta hai app ko parh kar ,, buhat khush rahiey ![]()
__________________ ![]() Shayad Yai Taqabor Ki Saza Mujh Ko Meli Hai Bari Shaan Sai Ubhra Tha Ab Doob Raha HoN |
|
#17
| |||||
| |||||
| Thay sirf hum hi, jo rakhtay thay dil bhi, dunyaa bhi YouN aag paani ko baahum milaa liaa gia thaa. bauhat hi khubsurat ghazal likhi hai aap nai bauhat umdah ![]() khush rahiyai ![]()
__________________ |
|
#18
| |||||
| |||||
| Janab-e-Ashraf Naqvii SaaHeb: Aadaab, Ghazal tu bilashubah bohat Khoob hai lekin najaane kyoN mujhe radeef meN voh kashish meHsoos naheeN hoovii jo aap kee taKhleeqaat meN hamesha meHsoos hotee rahii hai. mazamneen bhi bohat Khoob baandhe heN aap ne aur ashaar meN tarz-e-bayaan bhi Khoob hai. meree jaanib se daad qubool keejiye. wassalam Zahida Raees :Raji:
__________________ meree shaahiree se mujhe jaan lo keh yeh aaeena hai meri zaat kaa ![]() (Zahida Raees :Raji: ) |