It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ghazal.........tanha ion ki gard say.. within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; tanhaion ki gard say aaina att gaya sanson kay aitbar main ik sal kat gaya main jis kay aasray pay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [2] |
|
#1
| |||||
| |||||
| tanhaion ki gard say aaina att gaya sanson kay aitbar main ik sal kat gaya main jis kay aasray pay safar rang ho gaya wu hamsafar to beech safar say palatt gaya sang e garan ko mere hifazt pay naz tha lawa ubal para to wu rastay say hatt gaya mujh per muheet doobtay daria ka khof tha pohncha main pull kay beech main to pul ulat gaya abb kay huay wisaal kay sab marhlay tamam ab kay teray firaq kay hison main batt gaya mazhar main jab chala to koi sath sath tha suraj k sar pay atay hi saya simatt gaya |
|
#2
| |||||
| |||||
| very nice..........Keep sharing~!~!~
__________________ Regards, Duago, ShafaqF Mein Uska Hath Pakre Yun hi Uska ham Qadam Rehta Wo aagey Hath tou karta, Wo mujhsey Baat Tou karta~! |
|
#3
| |||||
| |||||
| buhat umdha janab...........
__________________ |
|
#4
| |||||
| |||||
| thx.............. boht shukria |
|
#5
| |||||
| |||||
| ji tashakur .................... ... |
|
#6
| |||||
| |||||
| bahot khoob janaab,bahot achha laga paRh ke, ![]() bahot khush rahiye,likhtey aor ham se share kartey rahiye, ![]()
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
bohat umda mazhar sb.khusoosan maqta to hasil e ghazal hai........kya khoobsoorat baat ki hai.....zabardast... ....... Allah hafiz
__________________ Yadash Bakahir ham bhi aadi thay dil lagi kay Ab khwab ki hain batein qissay thay jo kabhi kay |
|
#8
| |||||
| |||||
| Kiya kehnay hain Mazhar saheb lajawab ghazal likhi hai aap ka lab-o-lehja behud pasand aaya. Buhat saari daad is kaawish par. |
|
#9
| |||||
| |||||
| wuhi puranay chahnay walay wuhi khaloos wuhi muhbatain boht shukria dosto,, ap ki hosla afzai ka tashakur |