It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on gham sabhi apny roo gai awaaz... within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; ruk ga'ay qaaflay, tehar gai shaam thak ga'ay herf so sai aawaz lo ga'ay hambhi kaam se aakhir, ye gya ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#11
| |||||
| |||||
| ruk ga'ay qaaflay, tehar gai shaam thak ga'ay herf so sai aawaz lo ga'ay hambhi kaam se aakhir, ye gya hosh wo gai aawaz muntazar kab kisi ki thi Faizan us ko jana tha, so gai aawaz... wah kia kehnay ![]() boht hi khoob or purasar maqtaa to boht hi khoob raha ![]() boht hi pasand aai dher sari daad aap ki muntazir hay ![]() sab say pehla sher jo red color main mention kia hay us ki urdu composing main proof ki ghalti hay ![]() zara drust frma lain ![]()
__________________ KION HAY ANDHERI SHAB E GHAM HAY BALAOUN KA NAZWAL AAJ IDHAR HI KO RAHAY GA DEEDA E AKHTAR KHULA |
|
#12
| |||||
| |||||
| Quote:
w/salam.. zabardast hay Faizan bhai... aap manaiN ya na manaiN.. ye ghazal mein nay ussi waqt parh li thi jab aap nay post ki thi.. laikin comments denay ka waqt nahiN mil saka... buhat hi shandaaar kawish hay... mera zati khayal hay k iss radeef ko nibhana kafi mushkil raha hoga... laikin aap nay ba khoobi ye marhala sar anjaam dey liya.... buhat buhat mubarak baad qabool kijye.... Wassalam |
|
#13
| |||||
| |||||
| zalzaloN ki tabah'kaari miaN jany kis kis ki so gai aawaz Kia hee kehnay Faizaan bhaee Iss derd ko poori shiddat se mehsoos kia hai main ne, Poori ghazal hee munfarid asloob ke hamil hai. Bohat achay Khush rehiya
__________________ ![]() ![]() |
|
#14
| |||||
| |||||
| Quote:
Noor Sahiba bohat shukriya ghazal ko sraah'ny ka..
__________________ ![]() |
|
#15
| |||||
| |||||
| Kanwal Sahiba be-had shukriya ghazal ki pasandeedgi aur daad k liay... |
|
#16
| |||||
| |||||
| thanks a lot Shazlay Hassan sahiba, k aap ko ghazal pasand aai, itni achi dua k liay bhi mashkur huN... |
|
#17
| |||||
| |||||
| |
|
#18
| |||||
|