It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on gham ki tash.heer na kar,khud ko tamaasha na banaa within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Originally Posted by kanwal Hussain aisi bekaar musaafat ko tamnna na bana.... wah wah wah kia kehnay Zain sahib bohat ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [5] |
|
#41
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() bahot khush rahiye, ![]()
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#42
| |||||
| |||||
![]() Zain Ji Masha Allah Aap Bouhat Umdagi Say Likhtay Hai'n...Aik Aik Shair Baar Baar Parhnay Ka Dil Chah Raha Hay...Itni Khoobsurat Ghazal Kay Liye Bouhat Si Daad Qubool Kijiye... Allah Aap Ko Sada Khushiyo'n Owr Kaamiyabiyo'n Say Nawazay... Aameen... ![]()
__________________ |
|
#43
| |||||
| |||||
| Walaikum Aslaam sab ashar aik say barh ker aik hein, lajwaab
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#44
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() aap bhi bahot khush rahiye,aabaad rahiye, ![]() |
|
#45
| |||||
| |||||
| ghazal ki pasandeedagi aor hosala afzaayi ke liye be had mamnoon hooN Shaam, ![]() aap ki aara ka aainda bhi intazaar rahey ga, ![]() bahot khush rahiye, ![]() |
|
#46
| |||||
| |||||
| Zabardast janab kia kehney hain
__________________ N @ R @ z ![]() |
|
#47
| |||||
| |||||
| Quote:
wah zain sahab wah!!! bohat he umda ghazal paish ki hai aap ne, aap ki ghazal ke chand ashaar to bohat kamal ke hain... meri taraf se dheroon daad qabool farmiye. aur issi tarah hanstay muskkuratay rahiye waqt badlay ga,badalta hai, kahan rukta hai? hoslay haar ke yun zeest ko sadma na bana tor he paoon usse mein, na nibah he paoon mujh se iss darja anokha bhi to rishta na bana. jis ke anjaam pe manzil hai na manzil ka nishaaN aesi bekaar musafat ko tamana na bana
__________________ na rang-o- roop ki tarah na khad-o-kaal ki tarah woh mery man main aa basa hay kisi maalal ki tarah main raasta hon or tumhari yaad qaafla hay jo guzar rahi hay mujh say mery maah-o-saal ki tarah |
|
#48
| |||||
|