It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Duaaein Cheekh Uththi hain....... within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Originally Posted by Fakhar weldone bro! likhtay raho buhat buhat shukriya ................ khsuh rahiye.............
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [7] |
|
#31
| |||||
| |||||
| Quote:
buhat buhat shukriya ................ khsuh rahiye..........
__________________ Signature Removed - Unable to load the image |
|
#32
| |||||
| |||||
| Quote:
buhat buhat shukriya............ ..... jeeti rahiye............. |
|
#33
| |||||
| |||||
| Quote:
janab yeh ap sab doston ki hosla afzaai hay kay main ab kuch ziyada aitemaad kay saath likhnay laga hoon, warna yeh molood-e-khaak or deeda-e-namnaak, dil zada musafir kahan is qaabil, bas isi tarah ap ki tawaja or hosla afzaai kartay rahay to ho sakta hay kabhi likhnay walon main naam aa he jaaey, jeetay rahiye bohat khush rahiye, withlove ,,, ~muS@F!r~ ![]() |
|
#34
| |||||
| |||||
| Quote:
Jeetay rahiye, ap ki baatain kuch hat kar hoti hain, janab ab yeh naacheez aik waqt main aik he kaam kar sakta hay, yaa to likh sakta hay yaa hukmraanon ko suna sakta hay, darbaari ban'naa nahin chaahtaa, is liyey main likhta rehta hoon, ap hukmraanon ko sunaatay jaey, is tarah donon kaam hotay rahain gay, rahi baat ghairat khaanay ki to ghairat ka zaaiqa bohat talkh hota hay, aisi cheezain baray logon kay halaq say nahin utertein, agar kabhi aisa ho bhi jaaey to forann qay kar kay apnay mann ko aisi aalaaishaat say paak kar laitay hain, any way, jeetay rahiye, pasandeegi kaa bohat shukriya ~muS@F!r~ ![]() |
|
#35
| |||||
| |||||
| Quote:
jeeti rahiye............ |
|
#36
| |||||
| |||||
| Quote:
kisi shaair nay kaha tha kay , jo nahin hay aankh purnam to yeh justaju naa poocho, yeh hay dard ka fasana , isay bay wuzu naa poocho, ab main kiyaa kahoon kay aap ki aankhain purnam shaayed hon magar ap to saaray kay saaray purnam hain, ap ko ijazat hay gham ki haqeeqat ko jaan'nay kaa, karb ke inteha main jab bay bas hotay hain to kuch aisaa he likha jaata hay, ap in bay rabt tehreeron ko izat daitay hain, yeh meray liyey hayaat afzaa hota hay, aur kuch aur jeenay ka hosla hota hay, jeeti rahain, khush rahin, hansti muskrati rahain, ~muS@F!r~ ![]() |
|
#37
| |||||
| |||||
| Quote:
Salam jee, waisay yeh nazam he hay kay is main nazm-e-sharf-e-aadmiyat ko teho baalaa hota likha hay, warna to yeh ghazal he hoti, ap nay keh diya ham nay basar-o-chasham qabool kiyaa, waisay ab dil say koi saro kaar nahin raha warna ap kay is jumlay par bhi ( ap nay to dil jeet liya ) aik ghazal ho hi jaati, baharhaal ap ki duaaon kaa aur aaraa kaa hamesha muntizar, aainda bhi isi tarah gehraai aur geeraai say mutaalia karnay ki darkhaast hay, mumkin hay ap ko kuch mil sakay meri bay wuqat tehreeron say, jeetay rahain, bohat khush rahain, hanstay muskratay rahain, ~muS@F!r~ ![]() |
|
#38
| |||||
| |||||
| Quote:
buhat buhat shukriya............ ........ khsuh rahiye......... |
|
#39
| |||||
|