It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on dil say aankh tak within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; salaam to all members umed karti hon pahlay ki tarh is bar b ap apni aara say nawazayiin gay "DARD ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [3] |
|
#1
| |||||
| |||||
| salaam to all members umed karti hon pahlay ki tarh is bar b ap apni aara say nawazayiin gay "DARD KA SAFAR'' dil say aankh tak dard ka safar,aanso kahlata hay jitna bhulayon main apna mazi utna yadd aata hay mayosiyon, mahromayion, tanhaiyon main but kar sahil sa ik shaks shyar ban gata hay sakhti-ay halaat ko naimtay khuda-wandi samgh k khuda apnay bandyon ko yon aazmata hay ahlay gahn ko nahi rahman ko hay qadar us ki jo nayke to karta hay magar kar k bohl gata hay dil or aankhayin b kan ban gaty hain usay sunay ko yadayon ka qafila jo maanos se aahat lata hay gear zarori bab hon main us nisab ka jo mayre har tahrer ka unwan kahlata hay khak orh kar jin hastiyon nay tor deya ahday wafa aag bhi taswur un ka her lamha khon rulata hay!...
__________________ Tot gatay hain bikhar gaty hain kanch k ghar hain mukdar apnay "kanch" |
|
#2
| |||||
| |||||
| Masha Allah... Paihlay Misray Nay Hi Mutassir Kiya...Us Kay Baad Parhti Hi Gai...Umda Kaawish Kay Liye Daad Qubool Kijiye...Agar Zara Bold Letters Mai'n Likhai'n Gi To Ziyada Acha Lagay Ga ..Thanks...
__________________ |
|
#3
| |||||
| |||||
| nice poem infact.... acha likhty haiN aap... yunhi likhty rahi'ay... Allah Mola aap ko bohat ata kary ga...
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| friendlyangel bohat khoob ji ...keep it up thankx for shareing (flowers)
__________________ ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| bauhat umda jee ![]() thanx 4 sharing ![]()
__________________ ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| ahaan... khoob hai ji ... Bohat acha likha.. MashaAllah.. Bohat si daad hamari janib se bhi .. @};- wafa aur dua ke saath withlove @};-
__________________ ![]() .......JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN....... |
|
#10
| |||||
|