It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Dil maiN rakheiN to nigaahoN say juda ho jaaey within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; @};- bohat khoob musafir bahai parh ker lutf aya, jeetay rahiay aur youn he likhtay rahiay @};-...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [4] |
|
#21
| |||||
| |||||
| @};- bohat khoob musafir bahai parh ker lutf aya, jeetay rahiay aur youn he likhtay rahiay @};-
__________________ ISS LIAY KOI ZIADAA NAHI RUKKTA HAI YAHAN....... LOWG KEHTAY HEIN MERAY DIL PE TERA SAYA HAI ! |
|
#22
| |||||
| |||||
| BEAUTYFULL!!!! Very nice work! keep it on!!!!!!!!!
__________________ SiTaRa (*) |
|
#23
| |||||
| |||||
| Quote:
Salamz Qassim Bhai, Janab khud ko ghareeb keh kar hamein gunaahgaar to naa karein naa, ,,,,,,,,,,, ghareeb to woh hota ha jis ka koi dost na ho, ya woh hota hay jis ki izat na ho, ,,,,,,,,,,,,,, Mola nay aap ko donon say khoob khoob nawaza hay, ,,,,,,,,,,,,,,, aur ilm to baantney say aur barhtaa hay, ,,,,,,,,,,, Waris-e-ilm aap ko mazeed ilm say nawaazain. Jeetey rahiye, khush rahiye, hanstey muskratey rahiye. shaagird jee, (musafir)
__________________ Signature Removed - Unable to load the image |
|
#24
| |||||
| |||||
| bht khoob bhai jaldi jaldi aur vi likho ![]()
__________________ ![]() |
|
#25
| |||||
| |||||
wow bohat achi hai :flower3
__________________ Signature Removed - Unable to load the image |
|
#26
| |||||
| |||||
| Quote:
Brother-e-mohtram, AqeedatoN ki ik jaltrang hay jo aap kay qadmon par nichaar honay ko beqrar hay, main dar asal apni mitti say kuch din kay liye door hua tha, tabeeat aajkal kuch griftaa hay, dil to raha nahin, yaa rakha nahin, ab kiya arooz ki qaid main ghut ghut kay izhaar karna, ab to apna khiyaal nahin rakhtay, arooz ka kiyaa rakhain, aap nay jin lateef aghlaat ki nishaandahi ki woh to aap jaisi meharbaan hasti kay irfaan-e-fehm-o-idraak ki dastras main aanay ki bajaa tor par mutaqaazi thi, main mamnoon hon kay aap kay is qadar daqeeq-o-ameeq nazar say parha, aap kay liye duaaon ki saughaat har lamhay baar aawari kay liye multaji hoti hay, ab kiya hay kay jab tak saansain bahaal nahin hotein yaa band nahin hotein, kiya hay kay kuch azaad rehnay ki hasrat si hay, aap zaroor zaroor apni mohabat ka izhaar kartay rahiye ga, bohat si naik khaahishaat kay saath, aap ka nadaan sa bhai......... ~muS@F!r~![]()
__________________ Signature Removed - Unable to load the image |
|
#27
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |
|
#28
| |||||
| |||||
| Quote:
Zain bhai, aap bohat khush raho, jeetay raho, Allah karay kai mai kuch aisa likh paaon k bhaion kay dil ko sakoon milay, arsh-e-izhaar par ik muddat say siyaah bakhti ka garehan laga hay, ye chat jaaey to shaayed is say bhi acha paish kar sakoon, is izat afzaai par, is mohabat or is izhaar-e-haroof-e-tahseen par buhat bohat shukar guzaar hoon, Allah pak ap ko zamanay kay har sard-o-garm say bachaaey......... ap ki duaaon ka talib............ ~muS@F!r~![]() |
|
#29
| |||||
|