It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Chup Rehna ..... within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Assalam o alaikum dosto kafi arse baad poet club mein aana huwa...sha'rii to aik arse se nahein ho rahii...socha k ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [2] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Assalam o alaikum dosto kafi arse baad poet club mein aana huwa...sha'rii to aik arse se nahein ho rahii...socha k aaya hon to kuch ulta sedha hi sahi kuch keh don...so ye fil badii sha'r aap ki nazr. Chup Rehnaa To Merii Aadat He Leykin...Tumhein Kia Musibat He Ab Kia Takalluf Mein Chup Betein Han Mug Ko Tug Se Mohabbat He
__________________ Learner ................ |
|
#2
| |||||
| |||||
| assalam o alaikum dosto phali bar poet club ma aya ho pardes ma apna vaten ke yaad aati hain sher suna ko bhot shouk hain laken khana bhot mishakil hain koi aacha sa shear suna da bhot shukaria |
|
#3
| |||||
| |||||
| Quote:
Wah Inam bhai ... Kya kehnay haiN aap k ... Bohot khoob 3 :clap6 Qassim Mirza :Qassim:
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| hmmm..... ![]() tareef karoon ya such boolooon........ ![]() ![]()
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| waslaam Inam Jee... wahh janab........fil'bad eeh bhi khoob rahi... thori si koshish kijeye...ghazal ho hi jayegii khush rahein....
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px |
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| Salam Inam Bhaee! Kaisay mizaaj hain? Non-productivity kay daur main aisay ashaar bhee ghaneemat hotay hain. Jaiasay sakht germi main barish kee chandd boondain. Koshish kee jiya kuch Bohat acha likha jaee ga, hamari duaiN aap k saath hain. Regards, Aatif
__________________ Mairi Unglee Pakkar Laina Mujhay Tanha Nahin Kerna Yeh Duniya Aik Maila Hai Tumhain Khonay se Derta HooN (Aatif Saeed) |
|
#8
| |||||
| |||||
| inam bhaii ye aap hii heyn naheyn kahta kuch bhee ,,,,,,,,,chupp hii rahoon gaa hum tou jeysa bhee ultaa seedha likh deyn khair hey per ,,,,,,,,,maazrat khwa hoon ziada hii bool giya khush raheyey sadda
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px Last edited by SAGARKHAN; 11-18-2005 at 08:06 AM. |
|
#9
| |||||
| |||||
| Assalamualaikum! kaisay mizaaj hain Inam bhaii???? ![]() KhoOob kahay hain aap ne yeh Ash'aar, yoonhi share kartay rahyye ![]() Soft voice
__________________ |