It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Chaloo chaand key paas chaltey heyn within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Chaloo chaand key paas chaltey heyn beetey lamhoon ko yaad kartey heyn wo lamhey jin kii tamazat sey ye beyjaan ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Chaloo chaand key paas chaltey heyn beetey lamhoon ko yaad kartey heyn wo lamhey jin kii tamazat sey ye beyjaan laashaa jall raha hey dill unhii lamhoon mein aseer hey jaanaan tehraa hey woheyn hasrat sey haath mall raha hey chaloo chaand key paas chaltey heyn beetey lamhoon koo yaad kartey heyn iss sey pahley key shaam dhalley raat shaamaa kii tarhaa jalley raakh raakh muhabbat koo yaad rakhney kaa eyaadaa kartey heyn ik doojey ko naa bhulaaney kaa waadaa kartey heyn chaloo chaand key paas chaltey heyn beetey lamhoon koo yaad kartey heyn taaza baa taaza bardasht kijeyey
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| mashah ALLAH shaib buhat khub likha hian ap ne parh kar buhat lutf aya, buhat sari dad meri janib se hazir-e-khidmiat hain qabool farmaien.... khush rahaein.. ![]()
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| kyon becharai chand ko tang kar rahai ho sagar ...nazam bauhat achi hai ![]() khush raho ![]()
__________________ |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
nazam likhi hai aap ne tittle hi itna khoob hai k maz agaua parh kar khasosan yeh line bohut khoob hai raakh raakh muhabbat koo yaad rakhney kaa eyaadaa kartey heyn ik doojey ko naa bhulaaney kaa waadaa kartey heyn chaloo chaand key paas chaltey heyn
__________________ ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| wahhhhhhhh.. khoobsoorat nazam hai .. dhairo'n daad qabool kijiye.. Pesh kernay ka Behad Shukria.. @};- wafa aur dua ke saath withlove @};-
__________________ ![]() .......JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN....... |
|
#7
| |||||
| |||||
BOHAT KHOOB DEAR ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| bhut shandaar bhai
__________________ doorejadded ka meer hoon sadion ko yad rakhta hon mai taqqi oo dard ki khaaq hoon sahib hoon meer takhallus rakhta hoon meer |
|
#9
| |||||
|