It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Abhi Mohabbaton k hisaar main hoo within the Urdu Poet Club forums, part of the Urdu Poetry category; Dear Hallagulla fellows and poetry lovers yoon too kafi arsay say Sha-eri kar raha hoo mager yeh pehla maoqaa hay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [4] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Dear Hallagulla fellows and poetry lovers yoon too kafi arsay say Sha-eri kar raha hoo mager yeh pehla maoqaa hay k yahan hallgulla per aap k goosh guzar kar raha hoon. iss leyay umeed-e-Qawi hay k aap ki hoslaa afzai saath rahay gi. " Abi mohabbatoon k hisaar main hoo jaisay phool beech bahaar main hoo uss nay bewafai seekhe nahe hay soo abhi uss k shumaar main hoo yeh dukh-o-sukh k baham ta-al-luk Jaisay reshta lail-o-nahaar main hoo" Shabby 2oth Sep 2007 Aap ki aaaraa aur hoslaa afzai k kha-hish mandd |
|
#2
| |||||
| |||||
![]() khush amdeed Ahmed sahab.. ![]() umda asha'r kahay aapne.. dad qubool kijiye... aur mashq jari rakhiye.. pehlay shair maiN thori si tabdeeli kar rahi hooN ... daikhiye.. muhabbatoN k hisar maiN ho k jaisay ghuncha bahaar maiN ho.. isi tarah say baqi asha'r bhi daikhiye ga.. ![]() khush rahiye
__________________ ![]() . . . Mere dil.. Mere musaafir..! |
|
#3
| |||||
| |||||
| Quote:
mager nay jo tarkeeb ikhtiyaar ki uss ki logic aur wajoohaat hain pehlay misray main Abhi ka lafz yeh zahir kar raha hay k yeh waqtii kai-fi-yat hay. mohabbatin aaj kal main bahoot jaldi muntaqil ho jati hain. phool beech bahar main k matlab yeh k choo k mohabbat naee hay iss leyay jaisay phool bahar main ghiraa hota hay iss tara say mukhatib bheee mohabat ka center hai. key akheyaal hai. please comment |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
mager nay jo tarkeeb ikhtiyaar ki uss ki logic aur wajoohaat hain pehlay misray main Abhi ka lafz yeh zahir kar raha hay k yeh waqtii kai-fi-yat hay. mohabbatin aaj kal main bahoot jaldi muntaqil ho jati hain. phool beech bahar main k matlab yeh k choo k mohabbat naee hay iss leyay jaisay phool bahar main ghiraa hota hay iss tara say mukhatib bheee mohabat ka center hai. keya kheyaal hai. please comment |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() baqi ap yaqeenan mujh say behtar samajhtay hoNgay.. khush rahiye |
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() bahoot shukreyya waisy wazan k hawaly aur rhtehm k lehaz say main aap say mutafiqq hoon. umeed hay mustqbil main bhee aap ki aaraa aur mashwroon say faizyaab honay k maoqa milta rahay ga aap bhee khush rahain hamesha |
|
#7
| |||||
| |||||
| aik aur nazm aap ki sama-atoon ki nazar " Ankhooon k darechoon main Ansoo ban k rehta hoon Haan bahot khush hoon,hans hans k yeh kehta hoon Uss ki mohabbat main , lamha lamha jeeta hoon aur bay-wafa-i uss ki baray sha-oq say sehta hoon Zindgee k saray Dukh teh-e-dil main jazb hotay hain han mager kabhi kabhaar, ansoo ban k behta hoon Shabby 20 sep' 07 Tanqeed aur tasihh ka mutazirr |
|
#8
| |||||
| |||||
| bohot achche khayalat hain...alfaaz ka intekhaab bhi achcha hai ke saadgi se husn paida karna chaha hai...bas behr aur wazan ki taraf tawajju dijye...is maamle main zara kami hai |
|
#9
| |||||
| |||||
| |