Re: Zarra C Baysakooni Hai ........... Mairi aik Tazza Nazm | | salaam bhiya jeee
kia kehnay janab bari khoobsoorat nazm sarzad hoi hey wah wah v nice theme bhi bahut nice hey aur andaz-e-bayan bhi ...lajawab ...bahut acha laga perh ker
pata nahin naa aisa kyoun hota hey j jazbaat mein pehlay se shidet nahin rehti shayad yahi insaan k lia behter hota hey ??
pata nahin but bahut haqeeqat se qareeb likha hey app nay naaa
khush rahiyee hamesha
duwon mein yaad rakhiye ga
ur sis madiha
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |