/aoa
wah wah, bohut umda, class ki ghazal ikhkhi hai, MashaAllah waqt ke saath nikhaar aa raha hai
Quote:
| Ye aaene main jaane hay koun jhab dikhata |
ueh lafz "chab" hai ya kuchh aur
Quote:
| Kiyu guftugu karey hoon main aik ajnabi sey |
"Karey hoon" ki tarkeeb pehli martaba dekhi hai....mera khayal to nahin ke aesey hota hai, baharhaal------- To Atif Bhai